No products in the cart.

Kya koi muhje NDC or NITI …

CBSE, JEE, NEET, CUET

CBSE, JEE, NEET, CUET

Question Bank, Mock Tests, Exam Papers

NCERT Solutions, Sample Papers, Notes, Videos

Kya koi muhje NDC or NITI aayog me kya difference hai batha sakta hai. Please reply..........
  • 4 answers

Manshi Rawat 3 years, 8 months ago

Thanks.....

Varsha Chauhan 3 years, 8 months ago

NITi Aayog 1.N - national I- institute of T- transforming I- India Aayog 2. Niti aayog ki sthapna 1january banaya Gaya hai 3. ye Sanstha Kendra Sarkar ke vichar Kendra athva prabandhan mandal ke roop mein karya karti hai. 4. Yah ek nai Sanstha hai. 5. Niti aayog ko Yojana aayog ke sthan par banaya gya hai. 6. Is Sanstha ko think tank bhi kahate Hain . NDC 1. Ndc ko rashtriy Vikas Parishad ke naam se Jana jata hai. 2. Skin sthapna 6 August 1952 ko cabinet ke prastav dwara ki gai thi 3. Ndc ek purani Sanstha hai. 4. Ise Bharat mein Vikas ke mamle mein nirnay Lene wala sarvoch nikay mana jata hai.

Manshi Rawat 3 years, 9 months ago

Full form nahi puchi mene dono me difference pucha hai.....

Krishan Sharma 3 years, 9 months ago

NDC means Natinal development council Niti Ayog means National Institute for transforming india
http://mycbseguide.com/examin8/

Related Questions

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App