No products in the cart.

Cuba missile ke bare Mai 6 …

CBSE, JEE, NEET, CUET

CBSE, JEE, NEET, CUET

Question Bank, Mock Tests, Exam Papers

NCERT Solutions, Sample Papers, Notes, Videos

Cuba missile ke bare Mai 6 points
  • 1 answers

Varsha Chauhan 5 years, 6 months ago

1.cuba ek dipiy desh hai jo America ke tat se laga huaa tha or cuba soviyat sang ka dost tha. 2.soviyat sang ko dar lag raha tha ki America kahi cuba par hamla na kar de es liye soviyat sang ke ke rashtrapati ne 1962 me cuba ko senik adda banana chaha . 3.dhire dhire soviyat sang ne cuba me missile rakhna suru kar diya par es bat ki khabar America ko 3 hafte bad lagi ki soviyat sang cuba me missile rakh raha hai . 4.America ke rashtrapati ne apne seniko ko Aadesh diya ki soviyat sang ki taraf se aane wali sare jahajo ko rok diya jaye or cuba tak na pahuchane diya hay. 5.ek taraf America ke senik or dusari taraf Soviyat sang ke senik the dono maha sakyiya aamne samne aa gae thi . 6.dono mahashatiyo ke aamne samne aane par vishva ko laga ki ab tisra vishva yudh ho jayega parntu yesha nhi huaa dono desh ke senik wapish chale gye jishe cuba missile sankat kaha hata hai eshe **** udh ka charam bindu bhi karte hai .
https://examin8.com Test

Related Questions

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App