No products in the cart.

Manushyta poem pratipadya

CBSE, JEE, NEET, CUET

CBSE, JEE, NEET, CUET

Question Bank, Mock Tests, Exam Papers

NCERT Solutions, Sample Papers, Notes, Videos

Manushyta poem pratipadya
  • 2 answers

Vipin Kumar 4 years, 7 months ago

1. Kavita ke Madhyam se Kavi manushya Matra ke bandhuon ko paribhashit arthat Vasudev kutumbkam ki Bhavna batate Hue Hamen manushyata ke Amrit gunon ke Marg per Chalna sikhate Hain. 2. unke anusar Jina aur Marna Usi manushya Ka Sarthak hai jo dusron ke liye Jita Ja Mata Hai Kuchh udaharan niche prastut hain: - Raja rantidev tivra Bhookh se vyakul Hote Hue Bhi unhone Ek bhukhe vyakti Ko Dekhkar Apne bhojan ki Thali usse De De. - the jitne Manavta ke hitarth devtaon AVN danav ke yuddh mein devtaon ki Vijay ke liye apni haddiyon ka Dan kar diya jisse Indra ke Astra Bridge ka Nirman Hua jisse asuron ki parajay Hui. - Raja Usi Ne Ek kabutar ke pranon ki Raksha ke liye Apne Sharir ke mans ka Dan Kar Diya. - Dandiya kar ne apne Vachan ki Raksha ke liye Apne Sharir ke Ang arthat Kavach aur Kundal ka bhi Dhyan Kar Diya. 3. paropkar udarta Aur dayaluta Ke gun Jivan Ko Sarthak Banane Mein Saksham hai. 4. dusron ka hit Chintan Bhi Apne aur apnon ke hit Chintan Ki Tarah mahatvpurn Hona chahie artharth anchor ki Bhavnagar Kya Gunah chahie. 5. apne liye Jina Pashu pravritti hai parantu dusron ke liye Jina manushyata Hai. aur Yahi manushya ka pratipadya hai.

R K Karthik Kannan 4 years, 7 months ago

Kavi is kavita se yeh kehna cahte hai ki hume sirf apne karyon ke liye nahi jeena cahiye balki hume doosron ki madat karni cahiye.... agar hamari mrityu sumrityu na rahu to hamare jeene aur marne ka koi matlab nahi hai.... Hamare desh mai itne zyada log hai jo doosron ke liye bahut kuch karke mare Jaise Ushinar ke Raja Chitish, Danveer Karan, aadi
http://mycbseguide.com/examin8/

Related Questions

Dairy ka Ek Panna notes
  • 0 answers
Harihar kaka ke katin shabd
  • 0 answers
Class 10 ch 1
  • 1 answers
Bade bhai sahab ke muhavere
  • 0 answers

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App