No products in the cart.

Jangl ki suaksha par anuchade

CBSE, JEE, NEET, CUET

CBSE, JEE, NEET, CUET

Question Bank, Mock Tests, Exam Papers

NCERT Solutions, Sample Papers, Notes, Videos

Jangl ki suaksha par anuchade
  • 1 answers

Priyadarshini Agarwal-Karmath 4 years, 9 months ago

Jungleonka hazaaro sadiyin se nivas hone se pruthvi per sajiv shrushti ka samatol rakha gaya hai. Badhati huyi aabadi aur manav ki pragati se hum in jungalon per atyachaar ker rahe hai. Aaj hum junglon per nhi , jungle hum per nirbhar hai. Pradushan aur jagah ki mangon ke liye hum jungle nashta karte ja rhe hai aur apane hi pairon per kulhadi maar rhe hai. Aaj jab tapmaan mein harroj badhotari ho rhi hai, bhuskhallan se jamin deh rhi hai, bhukamp aur sunami jaisi aappattiyan aa rhi hai. Junglon se hum apna aaj aur kaal behtaar ker sakte hai. Humein chahiye ke manav apani jarooratein kam kerein aur apne aaspaas ke nisarg ka rakshan karein. Pratyek vyakti bas 1 ped lagayein aur use acchi tarah bada karin. Samaj mein aise kai log hai jo junglon ka nirmaan banjar jameenon per ker rhe hai. Aao hum unka haath batayein. Junglon ka sanmaan kare aur unki ahmiyat samjh ker unka sanrakshan karein. Junglon ka vikas hi manav jaati ka vikaas hai.
http://mycbseguide.com/examin8/

Related Questions

Dairy ka Ek Panna notes
  • 0 answers
Bade bhai sahab ke muhavere
  • 0 answers
Harihar kaka ke katin shabd
  • 0 answers
Class 10 ch 1
  • 1 answers

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App