No products in the cart.

कंप्यूटर की उपयोगिता पर निबंध आसान …

CBSE, JEE, NEET, CUET

CBSE, JEE, NEET, CUET

Question Bank, Mock Tests, Exam Papers

NCERT Solutions, Sample Papers, Notes, Videos

कंप्यूटर की उपयोगिता पर निबंध आसान शब्दों में l
  • 1 answers

Priyadarshini Agarwal-Karmath 4 years, 9 months ago

Computers aaj hamare jeevan ka ek aham hissa ban chuke hai. Manav ki pragati ka computer aur mobile ek bejod namuna hai. Iss pruthvi per manushya hi ek prani hai jiske mastique ka vikas bahut teji se hua. Aur computers usi mastishq ka ek naya roop hai. Computers ne hamara rojmarra ka kaam kafi asan ker diya hai. Shopping ho, khat likhna ho, koi jankaari pani ho. Hum apane ungaliyon ki nok per ise zhatpaat paa sakate hai. Bank kon ke jatil ganit, duniya bhar ki vividh khabarein aur her ek vyakti ki visheshtayin se lekar aakash ki vishalta aur sagr ki gehrai saree jankaari hamein computers se hi milti hai. Bacchon ki padhai conputers se aasan ho gayi. Kai factories mein computers ne jatil suchanaon ko apane chotese deh mein sametkar rakha hai. Humara kaam asan karneka bada kaam Conouters ker rhe hai.
http://mycbseguide.com/examin8/

Related Questions

Class 10 ch 1
  • 1 answers
Harihar kaka ke katin shabd
  • 0 answers
Bade bhai sahab ke muhavere
  • 0 answers
Dairy ka Ek Panna notes
  • 0 answers

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App