No products in the cart.

Aaine Akbari ke bare mein vistar …

CBSE, JEE, NEET, CUET

CBSE, JEE, NEET, CUET

Question Bank, Mock Tests, Exam Papers

NCERT Solutions, Sample Papers, Notes, Videos

Aaine Akbari ke bare mein vistar se batao
  • 1 answers

Priya Huriyal 5 years, 11 months ago

Aaine akbari m darbar,prasasan,sena ka sanghatan Rajasv ke sources aur akbar ke samrajya ke pranto ka bhugol Logo ke sahitya ,sanskritik aur dharmik riti rivaj Ke bare m btaya gya h ye abul fazal ne likhi thi isme panch bhag h 1.manjil abadi- isme sahi parivar aur uske rak rakhw ke bare m information h 2.sipah abadi - isme sanik aur nagrik prasasan aur servants ki vavastha se related information h 3.mulk abadi- isme mainly kendr aur prant ke vitiye pahalu aur rajasv ki daro ki information h 4.&5.m bharat ke dharmik,sahityik aur sanskritic riti rivaj ke bare m h Aaine akbari m sube ke bad sarkar ka bhi varnan h . ye sochnaye table ki form m h . jisme eight boxes h 1. Pargana/ mahal 2, kila 3.araji aur jameen -eh-pymul 4.nakdi 5.suyurgal 6.zamidar 7&8 m zamidar ki jati aur unke ghodsavar ,padal sena aur hatiyo ke bare m information h
http://mycbseguide.com/examin8/

Related Questions

Mnusamrti kiya hai
  • 1 answers
Hadappa kahan per sthit tha
  • 4 answers

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App