No products in the cart.

शीतयुद्ध के दौरान भारत और सोवियत …

CBSE, JEE, NEET, CUET

CBSE, JEE, NEET, CUET

Question Bank, Mock Tests, Exam Papers

NCERT Solutions, Sample Papers, Notes, Videos

शीतयुद्ध के दौरान भारत और सोवियत संघ के संबंधों का विश्लेषण कीजिये
  • 1 answers

Sameeksha Jain1023 6 years, 5 months ago

sheet yudh k dauraan bharat ir soviet sangh k sambhadon ka vishleshan is prakar h:- 1.Bharat ne sheet yudh k dauraan dono khemo m na milkar gutnirpekshta ki neeti apnaayi,lekin bharat ne soviet sangh k saath apne sambandon ko accha rakha. 2.Bharat ne khud 1971 ke august m soviet sangh ke saath aapsi mitrata ki sandhi par hastaakshar kiye. 3.Aarthik sambhand:-soviet sangh ne bharat ke sarvajanik kshetra ki companiyon ki .soviet sangh ne bhilai,bokaro,aur vishakhapattnam ke ishpaat khaarkhaane or bharat heavy electricals jaise machinery sanyantron ke liye aarthik or takniqui madad di.bharat m videshi mudra ki kami hone par bhi rupee ko madhyam bnakar bharat k saath vyaapaar kiya. 3.raajneetik sambhand:-soviet sangh ne kashmir mamle m UN m bharat ka poorna roop se samarthan kiya aur pakistan se 1971 m yudh k dauraan bhi madad ki, bharat ne bhi soviet sangh ki videsh neeti ka bhaari samarthan kiya. 4. sainya sambhand:-soviet sangh ne bharat ko aise waqt madad ki jb shaayad ki koi anya desh apni sainya technology dene k liye taiyaar tha.soviet sangh k sahaare se hi bhaarat ek nuclear desh ban saka h. 5.:-Bhartiya sanskriti or hindi filmein soviet sangh m bahut lokpriya the bhaari sankhya m bhartiya lekhakh va kalakaaron ne soviet sangh ka daura kiya.
https://examin8.com Test

Related Questions

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App