No products in the cart.

Complete chapter of अलंकार in hindi

CBSE, JEE, NEET, CUET

CBSE, JEE, NEET, CUET

Question Bank, Mock Tests, Exam Papers

NCERT Solutions, Sample Papers, Notes, Videos

Complete chapter of अलंकार in hindi
  • 1 answers

Vraj Patel 6 years, 7 months ago

Kavya ki shobha badhane wale sabdoon ko alankar kehte he. Alankar 2 prakar ke hote he ☆shabdalankar ☆ arthalankar Shabdalankar k prakar : ▪anupras ▪yamak▪slesh Arthalankar k prakar : ▪upma ▪roopak▪utpreksha ▪athishyokti ( in 9th cbse in hindi kshitij book you have manvikaran alankar also)( Manvikaran : jis alankar mein anek chejon ka varnan manushyon k saman ki jaye. Udaharan : dhul bhagi haste hasye.) Anupras jahankisi akshar ki aavritti bar bar ho ● charu chandr ki chanchal kirne.Yamak jahan shabdbar bar aaye kintu har bar arth badal jaye .● kanak kanak te shou guni madaktha adhikay ye paye beeray wo khaye beeray. Slesh jahan ek shabd ka ek se aadhik nikle ● subran ko khojat phirat kavi vyabichari chor.Upma jab kisi vastu ki kisi anya prasidh vastu se samanta dikhai jati he vaha upma alankar he●mohana chand si sundar he .●chand si sundhar dharni. Roopak jaha kavya mein upmey aur upman ka aarop kiya jata he ●peepar paat saris man dola . (Upmey - jis vastu ki samnta ki jay)(upman-jis samridh vastu se Samantha ki jati he) Utpreksha jahan saman gun k karan upmey mein upman ki sambhavna ki jaye ●sohat oodh peet patu shyam salone gaat maano nilmani sale par aatap. Atishyokti jis kavya mein sab guno ko badha chadha kar varnan ho● pani parat ko haat chuho naahi neenan ke jal so pag dhoye.
http://mycbseguide.com/examin8/

Related Questions

Upsarg for word up
  • 0 answers
Ch 3 question answer
  • 0 answers
Anuchad on email ek naya dakiya
  • 1 answers
Apna koi sansmaran likhiye
  • 0 answers

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App