No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 3 answers

Masroor Alam 5 years, 11 months ago

thanks yaar

Deva Chaudhary 5 years, 11 months ago

History -(1 to 10) Political science -1st book all chapters. 2nd book 1to3 chapters

Vijay Kumar 5 years, 11 months ago

History ke first 10 chapter S A 1 ME AYNGE OR pol science ka first book ke 9 chapter or second book ke first 3 chapter S A1 me aynge
  • 0 answers
  • 3 answers

Poonam Soni 5 years, 11 months ago

Pachvi roport vh thi jisme

Sukh Ram Bharti 5 years, 11 months ago

East india parliament me nhi britain parliament me pesh ki gyi reports me panchvi number ki report ko panchvi report khete h

Deva Chaudhary 5 years, 11 months ago

1813 me east India parliament me pes ki gyi East india company ke prasasan &kriyakalapo ke bare me taiyar ki gyi 1,002 pages me thi 800se adhik pages parisisto ke the AND Yeh report india me east India company ke sasan ke svroop ko lekar banai gyi & yhi British parliament me gambhir vad-vivad (arguments) ka Aadhar bni 5vi report ko likhne wale company ke kuprasasan ki aalochna karne pr tule hue the aur jis paimane pr jamindar apni jamino ko khote ja rahe the uske bare me bahut BADHA-CHADHA kr likha hai
  • 1 answers

Deva Chaudhary 5 years, 11 months ago

1. Musalmano ki Bharat pr vijay 2. Lack of help/cooperation & videsi aakrman 3. Aapsi foot(fight) 4. Vajryaan jaise tantric bodh dharm and vajryaan anuyayio ka yeh bhog-vilasi jivan 5. Bhikshuo ki badhti hui sankhiya 6. Hindu dharm ka punuruthan
  • 1 answers

Deva Chaudhary 5 years, 11 months ago

Three rajasv pradali. 1. Eastmarari (raiyat jamindar ko tax denge aur jamindar east India company ko aur tax bhi fix hota tha ). 2. Raiyatvari(raiyat direct east India company ke agent ko dete the) . 3. Mahalvari (govt. apni ichchha se tax badha sakti thi)
  • 7 answers

Anjali Sharma 5 years, 11 months ago

Abul fazal

Vanshika Gupta 5 years, 11 months ago

Abul fazal

Vanshika Gupta 5 years, 11 months ago

Abu fazal

Poonam Soni 5 years, 11 months ago

A whrite is abul phajl

Mohd Ibrahim 5 years, 11 months ago

Abul fazal writer

Kuldeep Kumar 5 years, 11 months ago

Abul fazal is the writer of of aaine akbari

Ravi Thakkar 5 years, 11 months ago

ABU FAZAL

  • 3 answers

Poonam Soni 5 years, 11 months ago

17 staydi me bhart aya ek yatri tha

Deva Chaudhary 5 years, 11 months ago

Albiruni ujbekistan se 11vi century me aaya tha.kai languages ka gyata tha(siriyayi , Farsi , hibru) mathematics and Sanskrit ka vidvan tha. Kitab-ul-hind inhi ne hi Arbi me likhi

Kuldeep Kumar 5 years, 11 months ago

Ek yatri
  • 1 answers

Kishan Kumar 4 years, 10 months ago

wale kaun se Marte the Jivan Bhartiya up Mahadev Se Bahar Ke Chitron ke Prati Mughal Nithya vicharon ke avsar pradan Kiya
  • 8 answers

Vanshika Gupta 5 years, 11 months ago

Dayaram shahni Rakhal das banarjee Jon marshal ke netritv mai

Poonam Soni 5 years, 11 months ago

Sir john marshal and dya ram shahni rkhaldash venrgi

Ravi Ravi 5 years, 11 months ago

Hadapa civilization ki khoj Daya Ram Sahni ne about 1921 me ki thi

Neha Kumari 5 years, 11 months ago

Dya ram shani ,Rwal dash banerji and ser joon marsel

Kuldeep Kumar 5 years, 11 months ago

Daa ram sahni

Preeti Sharma 5 years, 11 months ago

Daya ram

Dhanraj Sagar 5 years, 11 months ago

Daya Ram Sahni Ne aur Raghav daas Banerjee ne

Sunny Roy 5 years, 11 months ago

Dyaram sahani ne ki
  • 0 answers
  • 1 answers

Sia ? 5 years, 11 months ago

Earlier, in 1921, Rakhal Das Banerjee and Dayaram Sahani discovered the twin cities of Harappa and Mohenjo Daro. Soon after, excavations at the two sites brought alive certain facts: the people of Indus valley essentially had uniform city cultures with highly advanced and scientific civic planning.

  • 2 answers

Vishakha Dewatwal 5 years, 11 months ago

First semester

Sunny Roy 5 years, 11 months ago

3 marks
  • 7 answers

Gaurav Sharma 5 years, 9 months ago

Map 5 marks ka he

Yashika Bansal 5 years, 9 months ago

6 marks 3 marks ka ek question 2 marks ka ek question

Deva Chaudhary 5 years, 11 months ago

Pooja Viswkarma 1 mark. =20 questions (20),. 3 marks. =4questions (12),. 6 marks. = 3 questions (18),. 6 marks=1question (map),. 8 marks. = 3 questions (24)?

Pooja Viswkrama 5 years, 11 months ago

Plzz tell me history exam pattern

Deva Chaudhary 5 years, 11 months ago

6 marks because 2019-20 syllabus have change

Mohd Ibrahim 5 years, 11 months ago

5 marks

Sunder Singh 5 years, 11 months ago

6 marks
  • 3 answers

Yashika Bansal 5 years, 9 months ago

Akbar mughal kal ka tisra avum sarvottam sashak tha

Yash Jaiswal 5 years, 11 months ago

Akbar dowara aainay akbari likh wai gai thi

Ajay Rajput 5 years, 11 months ago

Akbar Mughal Samrajya ka Teesra shasak hai aur yah mahantam shasak tha
  • 1 answers

Sunder Singh 5 years, 11 months ago

Yha ki martdevi pampa devi ke naam par iska naam hampi rkha gya
  • 1 answers

Priya Huriyal 5 years, 11 months ago

Aaine akbari m darbar,prasasan,sena ka sanghatan Rajasv ke sources aur akbar ke samrajya ke pranto ka bhugol Logo ke sahitya ,sanskritik aur dharmik riti rivaj Ke bare m btaya gya h ye abul fazal ne likhi thi isme panch bhag h 1.manjil abadi- isme sahi parivar aur uske rak rakhw ke bare m information h 2.sipah abadi - isme sanik aur nagrik prasasan aur servants ki vavastha se related information h 3.mulk abadi- isme mainly kendr aur prant ke vitiye pahalu aur rajasv ki daro ki information h 4.&5.m bharat ke dharmik,sahityik aur sanskritic riti rivaj ke bare m h Aaine akbari m sube ke bad sarkar ka bhi varnan h . ye sochnaye table ki form m h . jisme eight boxes h 1. Pargana/ mahal 2, kila 3.araji aur jameen -eh-pymul 4.nakdi 5.suyurgal 6.zamidar 7&8 m zamidar ki jati aur unke ghodsavar ,padal sena aur hatiyo ke bare m information h
  • 1 answers

Priya Huriyal 5 years, 11 months ago

Ye report 1813 m british sansad m pesh ki gyi thi .isme bharat mai company ki arthik gatividiyo ko vichrit karna tha taki profit British rastr aur British udyogpatiyo ko bhi mil sakee
  • 0 answers
  • 1 answers

Deva Chaudhary 5 years, 11 months ago

1. Mudra (coins) se vayapar ka pta chalta h 2. Chitrkari & shilpkla se vaha ki vastukala (ghar, mandir) ka pta chalta h 3. Murtikala se dharmic visvas ka 4. Puravastu (mitti ke khilone, bartan) se aarthic stithi ka pta chalta h
  • 1 answers

Sunder Singh 5 years, 11 months ago

Eska bharm tha ki bhartiye itihas ki suruat ganga ghati ke sehro ke sath hui
  • 3 answers

Malkiat Singh 5 years, 10 months ago

Chishti ek sufi silsila tha. Iska naanmafganistan ki city chisti ke naam pr pada. Muinudd8n chisti is silsile ke mahatvpuran sufi sant the. Yeh bharat aane vaale sufi samodaayon mein pehle the

Yash Jaiswal 5 years, 11 months ago

Thanks

Masroor Alam 6 years ago

chisti agar history ka question puch rahe ho to chisti susi santo ko kaha jaata tha jaise hazrat nizamuddin oliya puri jaankari google se bhi le sakte ho
  • 2 answers

Anita Kaushik 5 years, 11 months ago

hadapa sbhyata ki bisesta yhe h ki ue apne smy ki jani mani sbhyatq thi jisme visal snanagar the or galiya or sadke chodi hoti thi or basti am tor per choti hoti thi or vha ki galiya or sadke ek dusre ko samkod per kat to thi

Sunder Singh 6 years ago

Ye ek niyojit sehri kendra tha jisme durg or nichla seher ki visestaye btani h
  • 1 answers

Sunder Singh 6 years ago

Yatra vritant me ki des ki dharmik rajnitik or uski aarthik stithi ke bare me pta chalta h
  • 1 answers

Ajay Sing 5 years, 11 months ago

amarnayak is sanik comander of vijay nagar samrajaya yeah raja ko udh ke shymay sena dete the or raja ke lia uphar lejaya krte the raja inko rahane k lie bhumi deta tha etc

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App