No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 2 answers

Sumit Sharma 5 years, 2 months ago

Shambhidhan ek likhit dhastabej he jishe kishi desh ki sharkar ko chalane ke liye aavyshakta padti he

Aashish Sharma 5 years, 2 months ago

Sambhidhan ek niyamo or kanuno ka samuh hai
Fdp
  • 0 answers
  • 1 answers

Deepak Gour 5 years, 2 months ago

Ye isliye banwaye hai ki agar ek sadan kissi videyak ko pas kar deti hai to dusri sadan uspar puna vichar kar sakti hai
  • 1 answers

Sia ? 5 years, 2 months ago

राष्ट्रपति का निर्वाचन इलेक्टोरल कॉलेज के द्वारा किया जाता है। इन इलेक्टोरल कॉलेज निर्वाचक मंडल के सदस्य होते हैं लोकसभा और राज्यसभा के निर्वाचित सदस्य और इसके अलावा सभी विधानसभाओं के निर्वाचित सदस्य।

  • 1 answers

Deepak Gour 5 years, 2 months ago

Rajya suchi me 61 visay hote hai aur kendra suchi me 100 visay hote hai
  • 1 answers

Sia ? 5 years, 2 months ago

Judiciary is the organ of the government which settles disputes through an interpretation of laws.

  • 1 answers

Deepak Gour 5 years, 2 months ago

Sarkar apne karya ko savidhan ke mul dache ke andar hi raha kar kam karegi aur sarkar hame ese kanun wa niyam uplabd karwaye gi jiska sarkar bhi ulanghan na kar sake
  • 1 answers

Deepak Gour 5 years, 2 months ago

Savidhan ek jivant dastavej hai kiyoki ye gatishil hai aur isme saame ke anusar parivartan kar sakte hai
  • 2 answers

Himanshi Tejan 5 years, 2 months ago

Savidhan banne m 2 saal 11 mahine 18 din lge ... Aur hmre savidhan 26 november 1949 ko complete ho tha

Anjali Gupta 5 years, 3 months ago

sanvidhan banne me 2 saal 11 mahine 18 din lage
  • 3 answers

Suman Saw 5 years, 2 months ago

Samvidhan kuch ase buniyadi sidhanto ka samuh h jiske adhar par shasan aur nirman hota hai.

Anjali Gupta 5 years, 3 months ago

Sanvidhan ek likhit dastavej hai . Jisme rajye ke bare me kai pravdhan hote hai . Or yah pravdhan batate hai ki rajye ka gathan kaise hoga or weh kin sidhanto ka palan karega.

Deepak Gour 5 years, 3 months ago

Savidhan ek likhit dastavej hsi jiske duara kisis bhi desh ki sasan viyewasta chalai jati hai
  • 2 answers

Anjali Gupta 5 years, 3 months ago

Sanvidhan ki raksha nayaepalika karti hai

Deepak Gour 5 years, 3 months ago

Savidhan ki raksha niyaye palika karti hai savidhan ek likhit dastavej hai jiske duara kissi bhi desh ki sasan viyevasta ko chalaya jata hai
  • 2 answers

Deepak Gour 5 years, 3 months ago

Sang ki vidhaika hi sansad kahalati hai sansad ki rachna sansad me 350 members hote hai jisme 238 members state duara ya kendra pradesh duara chune jate hai aur 12 members president duara chune jate hai sansad kanun ka nirmad karti hai aur vad vivad ke liye ek manch ka ayojan karti hai

Ámít Das 5 years, 3 months ago

I don't know mr
  • 1 answers

Bhupender Kholi 5 years, 3 months ago

India ka samvidhan theory and vyavar ke 1-6and 9-10 note sa1chapter 7,8
  • 1 answers

Hemant Saini 5 years, 3 months ago

Do it yourself
Kro
  • 0 answers
  • 1 answers

Hemant Saini 5 years, 3 months ago

Karyapalika ka arth sarkar se h.agar loktantric country me sarkar nahi hogi to loktantr ka kya fayeda
  • 4 answers

Suman Saw 5 years, 2 months ago

Samaj me janta me apsi vishvas paida karne. Ke liye niyamo ka samuh uplabdh karata hai. .sarkar ke kartavyo aur seemao ko nirdharit krta hai

Pradeep Kumar Mishra 5 years, 3 months ago

Samvidhan ka pratham karya kya hai

Hemant Saini 5 years, 3 months ago

Savidhan samaj ko aarthik,rajnitik or samajik samanta tatha savtantrta pardan karta h

Vishakha Sharma 5 years, 3 months ago

sanvidhaan samaaj ko nayaaye , unke adhikaar tatha kartavyon ko purn roop se gyaat karaata hai
  • 1 answers

Hemant Saini 5 years, 3 months ago

1vitto power 2.order to sansad to give work report 3.head of all three main forces 4.choosing of pm from winning party And many more

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App