No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 1 answers

Crazy Girl 3 years, 7 months ago

Hey mr.ek hi qu ko kitni br puchoge ??
  • 1 answers

Shiv Nandan Chaudhary 3 years, 7 months ago

1. रेल हरताल 2. बढ़ती गरीबी 3. खाने पीने वस्तु में महंगाई 4 बिहार और गुजरात में छात्र आंदोलन
  • 3 answers

Mükül Güptä 3 years, 5 months ago

Azadi ke bad Bharat ki arthvyavastha gati hin arthvyavastha Thi Jise Sahi karne ke liye Pradhanmantri Ne Jo ki Jawaharlal Nehru ji the unhone panchvarshiya Yojana apnaya aur Pahli panchvarshiya Yojana ka mukhya uddeshya Krishi Kshetra Mein badhava dena tha Azadi ke bad Bharat ki GDP 0.5 Thi Aur pahle panchvarshiya Yojana ke bad Hamari GDP Mein badhotri 2.6 ho gai jisse yah Pata Chalta Hai Ki pahle panchvarshiya Yojana Safal Rahi Uske bad Kai panchvarshiy yojanaen I aur GDP ko Raftaar Mili

Ankit Kumar 3 years, 7 months ago

Uss smaya bharat ek navsvatantra desh tha to usko duniya ke vikasit desho ke sath sman rup se Vikas karne ki chunoti thi .isliye isse dhyan mai rakhte huye prdhanmantri ne bharat ki videsh niti mai kayi mehtavpurn kdam uthaye bharat ki videsh niti mai santi sthapna ko age rakha gya vah bat chit karke samasya ka samadhan karne par bal diya vashudev kutumbh kam ki niti apnayi

Kajal. Choudhary 3 years, 7 months ago

Pta nahi
  • 2 answers

Sachin Sharma 3 years, 7 months ago

Antrashtriy pratibandh lagu karna,

Bhawna Rathore 3 years, 7 months ago

1.देशों के बीच युद्ध को रोकना 3.देशों के बीच शांति बनाना. 4. मित्रता करवाना
  • 2 answers

Deepak Kumar Meena 3 years, 6 months ago

१। Maintaining international peace and security.2. To establish peace between the countries.3. Declaring mandatory decision.4. To take action against the person who disturbed the peace.

Sachin Sharma 3 years, 7 months ago

Apna prtinidhi chunne ki prakrya chunav kahlati hai
  • 3 answers

Sachin Sharma 3 years, 7 months ago

Hani se bachav ki krya ko suraksha kahte hai

Amit Sharma 3 years, 7 months ago

Hi

Suraj T 3 years, 7 months ago

Pta ni
  • 4 answers

Sachin Sharma 3 years, 7 months ago

Ek point or add kr lo sabhi deso ki shasn vyavastha ka isthir na rahna

Md Aadil K 3 years, 7 months ago

1 aapsi sehyog mai kami 2.aapsi vivaad mai badhotri 3 ek doosre desh ko sak ki Nazar se dekhte h 4 ek doosre ke upar glt aarop lgate h

Sumit Kumar 3 years, 8 months ago

Or koi help

Sumit Kumar 3 years, 8 months ago

Ha sahi bat hai ki sarce ek bhadiya sanghatan nahi ban paya kyo ki iske sadasya desho mai har wakt ldaiya hoti rhati thi is bjha se
  • 5 answers

Tanisk Kumar 3 years, 7 months ago

1. 15 new desho ka uday hua 2. Do dhruviya vishv ka uday 3. Sanya sandhiyo ka gathan 4. Hathiyaaro ki hod Shru 5.

Bhawna Sharma 3 years, 7 months ago

Hatiyaro ki hod samapt ho gaii

Bhawna Sharma 3 years, 7 months ago

Vishab ak durvya ho gaya

Pree Ty 3 years, 8 months ago

Virodhi vichar dhara,

Rajesh Rajkumar 3 years, 8 months ago

शीत युद्ध के परिणाम
  • 2 answers

Pihu Mishra 3 years, 8 months ago

Parinam:- 1. Iske parinam bhut bure the bhut bdi sankhya me log mare gye. 2. Jo log bhut time se kisi desh ya city me rehte the unhe vaha se jana pda sb kuch chod kr. 3. ladies ka kidnap kiya ja rha tha to bhut logo ne apni bahu beti ko khud hi mar diya . 4. Uske bad bhi bhut hindi pakistan me or bhut muskil hindustan me rh gye

Raj Chauhan 3 years, 8 months ago

भारत का विभाजन माउंटबेटन योजना के आधार पर भारतीय स्वतन्त्रता अधिनियम 1940 के आधार पर किया गया
  • 1 answers

Pihu Mishra 3 years, 8 months ago

Vibhajan ki virasat mean bharat or pakistan ke vibhajan se Jo humko mila . Or humko virasat me mila tuta desh, begher log, ladies ka kidnap, or aane wali bhut si pidia apne ghero se apni family se dur ho gyi ...
  • 1 answers

Pihu Mishra 3 years, 8 months ago

Reasons:- 1. USSR bhi USA ki terh bhut powerful desh tha , pr uski vicharadhara alg thi jiski vejh se vo USA se alg ho gya 2. USSR cahta tha ki pura world uski vicharadhara ko follow kre 3. Bhut se reasons se USSR or USA ke bich vivad the jinki vejh se USSR USA ko tekkar dena cahta tha...
  • 1 answers

Suhani Rai 3 years, 8 months ago

सीमित परमाणु परीक्षण संधि
  • 2 answers

Monika Varma 3 years, 5 months ago

Dakshin Asia kshetriya sahyog sangathan

Suhani Rai 3 years, 8 months ago

South Asian Association for Regional Cooperation
  • 1 answers

Arya Deep 3 years, 8 months ago

Go and search on YouTube
  • 2 answers

Anshu Rathore 3 years, 8 months ago

25 january 1950 me

Abhi Maurya 3 years, 8 months ago

1950
  • 2 answers

Mükül Güptä 3 years, 6 months ago

Kisi bhi gutt me shamil na hona

Arya Deep 3 years, 8 months ago

Ussr aur USA ...Dono hi guto se door rahna
  • 1 answers

Manshi Rawat 3 years, 8 months ago

You can download.......google
  • 5 answers

Deepak Kumar Meena 3 years, 6 months ago

1950

Md Aadil K 3 years, 8 months ago

Gut nirpeck ki niti ayesi niti hai jis se ussr aur usa se alag Rehna

Pihu Mishra 3 years, 8 months ago

Phla chunav aayog ka gathan

Sunita Kumari Kumari 3 years, 8 months ago

Good nirpeksh ki niti kya hai

Rajat Varshney 3 years, 8 months ago

CBSE>class12> history
  • 2 answers

Mükül Güptä 3 years, 6 months ago

Saarc me sudhar krke hi dakshin Asia ke desho aage badhaya ja skta h

Md Aadil K 3 years, 8 months ago

Sangathan bna ke
  • 3 answers

Muskan Khan 3 years, 8 months ago

Thank you

Mani K 3 years, 8 months ago

1) Antrashtriy Viwado ka Shantipur samadhan. 2) yuddh ki roktham mein Sahayak. 3) Vishv ke Arthik Vikas Mein Sahayak. 4) antrashtriy SehYog ko badhava dena.

Amit Kumar 3 years, 8 months ago

Muskan
  • 2 answers

Varsha Chauhan 3 years, 8 months ago

1. Gair Congress wad ka Nara 2. Loksabha ke sadasya (1963-1967) 3. Socialist party ke sansthapak 4. Samajwad ka Siddhant diya tha.

Vijender Soni 3 years, 8 months ago

Kch nhi
  • 1 answers

Bharati Ghalot 3 years, 9 months ago

सन 1917 की रूस की क्रांति विश्व इतिहास की सबसे महत्वपूर्ण घटनाओं में से एक है। इसके परिणामस्वरूप रूस से ज़ार के स्वेच्छाचारी शासन का अन्त हुआ तथा रूसी सोवियत संघात्मक समाजवादी गणराज्य (Russian Soviet Federative Socialist Republic) की स्थापना हुई
  • 2 answers

Amit Kumar 3 years, 8 months ago

Sityudh

Manish Dixit 3 years, 9 months ago

Seet youd ke paridam nimnilikhit h:- 1- seet you 1945-1995 tk chala. 2- isme hamesa youdh ki sambhawna bni rhi lekin youdh nhi hua. 3-soviyt sangh ke neta Nikita Khuschrev ne apni jnta ko galat soochna di thi ki soviyat sangh vikash krr rha h. 4- blki soviyt sangh vikash nhi krr rha tha. 5- is karan soviyat sangh ka vightan ho gya. 6- fir Keval visv me ek hi mahasakti bachi AMERICA. 7- jise ek dhruviya visv bhi kha jata h.

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App