No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 2 answers

Arya Arya 7 years, 2 months ago

But l am giving answer this question 1 pahala India China say youd har chuka tha to Pakistan nay socha ki is time India par a attack karna ka sai time hay 2 Pakistan ko America ka sport mil raha tha 3 Pakistan India ki arthik takat ko weak samaj raha tha . 4 Pakistan India kay bhu bhag par kabja karna chata tha . All for resion

Arya Arya 7 years, 2 months ago

Ya question exam may nahi pucha jaga
  • 1 answers

Arya Arya 7 years, 2 months ago

Ajadi kay time rat kay 12baja say phalay Nehru nay jo speech dia tha hum ausa bhagya badho sat chit prachit bhat kha jata hay
  • 1 answers

Arya Arya 7 years, 2 months ago

China nay khula duar ki niti kab apani thi or usna us time kay niti apni thi
  • 2 answers

Akash Kumar 7 years ago

Apat + kal = musibat ka samaye 25 june1975

Akash Lal 7 years, 2 months ago

Aapatkal kya h
  • 3 answers

Arya Arya 7 years, 2 months ago

Bhartiya logo kay lia tax lana kay lia

Arya Arya 7 years, 2 months ago

Marshal yojna kay tat britan nay ak new policy apni thi

Akash Kumar 7 years, 2 months ago

Jab America nai eu ki economy ko staphit karne kai liye uske paschmi eu ko 12000$ ka anudan diya 1947
  • 1 answers

Arya Arya 7 years, 2 months ago

Kiuwa misal America or sobit sang kay bich ki anduran lari hay
  • 4 answers

Arya Arya 7 years, 2 months ago

Gut nir pekshta ki niti aj bhi very important hag

Akash Kumar 7 years, 2 months ago

Nahi apka answer wrong hai Abhi gutnirpekcta upyogi -- 1.world mai ek dhruviye ko simankit karne kai lite. 2.undevlope desho ki arthik vikas ko banaye rakhne kai liye prasangik hai 3.gutnirpeks desho mai ekagrata kai liye

Rishi Gupta 7 years, 2 months ago

Need h

Anuksha Walia 7 years, 2 months ago

No not main role kyuki ab world bipolar nhi hai
  • 2 answers

Aarti Kashyap 7 years ago

Kyouba misael snkt sityudh ka charam bindu hai

Ravi Singh 7 years, 2 months ago

Kyouba misael snkt kya h
  • 1 answers

Rehnuma Saifi 7 years, 2 months ago

Asean sarc or yuropin sang tino hi sangtgan h
  • 3 answers

Rehnuma Saifi 7 years, 2 months ago

Barat direct to kisi b side nhi gya kintu indirect bharat ussr ke pksh m rehta tha or rehta h

Yash Kumar 7 years, 2 months ago

Ha bharat soviet sangh ki aur last me gya 1971 jab america aur pakistan dono milkar india par hamla kar rahe the tab ussr aur india ne bees saal ki treaty sign kri thi..

Nikhil Gupta 7 years, 2 months ago

Nhi bhart kisi bhi mahasakti ki or nhi gaya magar usne sobiat sangh or America ke saath apne rishte acche bannaya hue hai or usne kisi bhi maha sakti mai samil na hone ke liya gutnirphechata ki niti apnani tu ye kahna galat ho ki bhart kabhi kisi mhasakhti ki or gaya
  • 1 answers

Rehnuma Saifi 7 years, 2 months ago

Is app m hi h
  • 2 answers

Nikhil Gupta 7 years, 2 months ago

Congress party bhart ki phele party thi jo1885 me bni isne bhart ko aajad karane or bhart me loktantra lane me apni kafi aaham bhika nibhai or ise bhart me pragati milne ki baat hai tu iska karan yeh hai ki isme logo ke apne priya or manpasand neta is party me saamil the jinhone bhart ki aajdi me bhumika nibhai . Or iska dosra karan ye hai ki congress apne aap ka vikash nhi karna chahti thi baha pure sammjh ka vikash karna chahti thi islia usne sabhi aamir gareeb kisan anpad sabhi ko apni party me jagh di islia congress bhart me teen chunab lagatar jeete or pragti parapt ki

Rishi Gupta 7 years, 2 months ago

Congress party k jitne ka karan shri pandit jawarlal nehru the. Jinone desh ko aazad karane m sahayta pradan ki
  • 1 answers

Shivangi Goel 7 years, 2 months ago

Dui rashtra siddhant yani...Dharm ke naam par ek desh ka do desho me vibhajan karne .....Aur ye maang mohammad ali jinna ne ki thi vo muslim ke liye ek alag rashtra chahte the..pakistan...
  • 2 answers

Pooja Sharma 4 years, 11 months ago

मिलान । क) फ्रांस| 1)गुटनिरपेक्ष देश ख| उत्तर कोरिया 2) दक्षिण पूर्वी एशिया ग)श्रीलंका 3)पशिचम गठबंधन घ) अमरीका 4) नेल्सन मंडेला ड) दक्षिण अफ्रीका 5)सोवियत गठबंधन

Rehnuma Saifi 7 years, 2 months ago

Cuba ek duvipie desh h joki usa ka padosi des h or ye samyavadi desh h 1961 m ussr ko dar lgne lga ki usa cuba ko kuch nuksan na pucha de isliye ussr ne apni misaile cuba m tenat krwa di or iski khbar usa ko 3 hafte bad pta cha usa ne apne jangi bede chod diye jisse ki ussr ke jahjo ko ane se roka gya or ab duniya ko dar lgne lga ki ab to 3 world war ho kr rhega parantu usa or ussr dono me batchit ke jariye ek samjhota hua or 3 world war tl gya asl m to ye dono mha shkti b aps m nhi ldna chahti thi qki doni desho ko ek dusre ki takat ka andaja tha is puri ghtna ko shityudh ka chran bindu kha jata. H
  • 1 answers

Jaspreet Sidhu 7 years, 2 months ago

From Greece
  • 3 answers

Rehnuma Saifi 7 years, 2 months ago

26 jan 1950

Nikhil Gupta 7 years, 2 months ago

U really don't know

Neha Sharma 7 years, 2 months ago

26 January 1950
  • 2 answers

Jaspreet Sidhu 7 years, 2 months ago

30th January 1948

Nisha Rani 7 years, 2 months ago

Explain the meaning of non congressism
  • 2 answers

Nikhil Gupta 7 years, 2 months ago

Niyujit vikash ki rajneeti se abhi praya hai ki desh ka vikash ek puran yujana ke satth ho jisse desh ke sabhi logo ka vikash ho jiske liya yujna aaug ki stapna hui jiska naya naam niti aayug hai

Yashi Singhal 7 years, 2 months ago

Vikas se judi we neetiya evm karykrm jo niyojit dhng se sarkar dwara bnaye jaye , chalaye jaye thta niyantrit kiye jaye
  • 2 answers

Yash Kumar 7 years, 2 months ago

Iss app se sirf 40 or 50 percent concept clear hoga... understanding sirf ncert se hi aati hai

Neha Sharma 7 years, 2 months ago

it's depend on you..jitna acche tarike s aap observe karenge...utne hi acche marks aap get kar sakte h
  • 1 answers

Rehnuma Saifi 7 years, 2 months ago

Hum kitna sahi kr rhe h kitna glat ye kese pta chalega
  • 2 answers

Neha Sharma 7 years, 2 months ago

yes.. yeh book jawaharlal Nehru n likhi thi.. jab woh jai m the...or yeh 7th class k syllabus m bhi h

Yash Kumar 7 years, 2 months ago

It's a book written by jawaharlal nehru in prison....it shows the india from his perspective
  • 1 answers

Yash Kumar 7 years, 2 months ago

Operation vijay do baar hua 1961 goa,daman diu me or 1999 me kargil ke tehet
  • 4 answers

Rehnuma Saifi 7 years, 2 months ago

Antoniyam gutares purtgal se

Neha Sharma 7 years, 2 months ago

Antonio gueterus from purtagal

Yash Kumar 7 years, 2 months ago

Antonio guterus......baan ki moon ab nahi hai

Sagar Kumar 7 years, 2 months ago

Baan ki moon
  • 3 answers

Yash Kumar 7 years, 2 months ago

Asean means (association of south-east asian nations) isse 5 desho ne apni aarthik shakti ko badhane ke liye banaya tha bangkok samjhote ke tehet

Rehnuma Saifi 7 years, 2 months ago

Asian 10 deso ka ek sangathan h jo ki 1967 m bna

Sagar Kumar 7 years, 2 months ago

Dakshini Asia Sandhi Sangathan
  • 1 answers

Rehnuma Saifi 7 years, 2 months ago

Quki bhart us time birten ke kabje b tha or britan ne uno m sdasyta prapt ki thi so bhart ne b 1945 m uno m sdasyta hasil kr li thi

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App