No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 1 answers

Sia ? 6 years, 5 months ago

Check the exam pattern here : <a href="https://mycbseguide.com/cbse-syllabus.html">https://mycbseguide.com/cbse-syllabus.html</a>

  • 2 answers

Anishka Singh Negi 6 years, 5 months ago

ye yujna U.S.A ne chalayi thi ki europe country apna arthik vikas kar sake

Sameeksha Jain1023 6 years, 5 months ago

marshall yojna m USA k president Marshal the unhone apni powers ko badanek liye least developed countries ki help ki jisse vo country USA ki help kare
  • 1 answers

Saurabh Mishra 6 years, 5 months ago

Panch varshiye yojna aage aane wale 5 varso me kis chetra me kitna kharch karna hai tatha 5 varso me kis chetra ka vikash karna hai aur focus karna hai isliye suru ki gai
  • 1 answers

Saurabh Mishra 6 years, 5 months ago

Seet yudh ke dauran bharat USSR aur USA dono se ache sambandh rakhna chahta tha bina kisi gut me shamil hue aur wo dono ke beech seet yudh ko khatm karna chahta tha Seet yudh ke bad Rusia ke sath bharat ke sambandh mitrata purn hai
  • 1 answers

Tripti Rawat 6 years, 5 months ago

भारत और पाकिस्तान में संबंध हमेशा से ही ऐतिहासिक और राजनैतिक मुद्दों कि वजह से तनाव में रहे हैं। इन देशों में इस रिश्ते का मूल वजह भारत के विभाजन को देखा जाता है। कश्मीर विवाद इन दोनों देशों को आज तक कई उलझाए है और दोनों देश कई बार इस विवाद को लेकर सैनिक कार्रवाई कर चुके हैं। इन देशों में तनाव मौजूद है जबकि दोनों ही देश एक दूजे के इतिहास, सभ्यता, भूगोल और अर्थव्यवस्था से जुड़े हुए हैं।
  • 1 answers

Sia ? 6 years, 6 months ago

Check syllabus here: https://mycbseguide.com/cbse-syllabus.html
  • 3 answers

Md Rahmatullah Saifi 6 years, 5 months ago

10 chapter aa rhi hai

Rishu Rajput 6 years, 5 months ago

One book puri aa rhi h

Amar Kumar 6 years, 6 months ago

2 and 2
  • 1 answers

Bharti Tanwar 6 years, 5 months ago

Cuba ek chote se country h jisma soviat sangh na mesile rakha tha take vo america per attak ker sake but jab america ko ya pata chala to america na cuba ma mesile lagana ka lia soviat sangh sa mana kia to america aur soviat sang na ek contrect kia uska baad soviat sangh na cuba ma sa mesile hata lia (full brief book ma h pura topic h)
  • 2 answers

Parmila Devi 6 years, 5 months ago

Udh hone ki sambhavna 2nd world ?wor k baad duo mahasakti ubhar kar aai USA USSR duo no n apni sakti k liye itne hathiyar bna liye the ki ager kisi bhi country ko vo nasht kar sakte the issi kard USSR nasht ho gya qki unhone hathiyar bnane m apne sansabhn ka preyog kar liya tha Anyways 2nd udh k baar dono itne powerfull the ki aeaa pratit ho rha tha udh ho kr rhe ga ( udh hone ki sambhavna bni hui thi) its long answer but cover 2,3 topic ?

Rohtash Sehrawat 6 years, 6 months ago

Ek aisa yudh jisme koi khoon kharaba na ho . Ya fir yudh hone ki sambhawana bani rhe
  • 1 answers

Saurabh Mishra 6 years, 5 months ago

Samanta mulak samaj wo samaj hota hai jaha par sabhi dharm aur jati ko saman mana jaye
  • 2 answers

Sameeksha Jain1023 6 years, 5 months ago

cuba missile sankat : 1961 m USSR k leaders ki chinta sata rhi thi ki America(US) kahi samyabadiyo dwara shaashit Cuba par attack na karwa de or is country k president fidel castro ka takhta palat na ho jaaye. cuba america k tat se lagi hui chotti si country h jiske political and financial relations USSR se h.USSR k president nikita khrustchev n Cuba par military base camp banane ka decision liya or 1962 m USSR ne waha missiles tenaat karwa di jisse aadhe se jya aa america pehlipehli baar missiles ki chapet m aa gya. cuba par missile locate karne ki baat US k president John f canady ko 3 week baad pta chali or America k president or unke consultant aisa kuch bhi karne se hickicha rahe the jisse dono super powers m nuclear war ho,lekin America k president iss baat par bhi ade the ki USSR missiles hatwa le or America k military ships ko aage kiya jaye or USsR k military ships KO peeche kiya jaaye. America iss taraha USSR ko is mamle k prati apni gambhirta bta rahe the iss situation m ye lga ki war hokr rahega or ise hi CUBA MISSILE SANKAT kehte h

Rifat Sheikh 6 years, 6 months ago

Kubi ka misal sankat kay he
  • 2 answers

Parmila Devi 6 years, 5 months ago

Samayvad aek aesi vayvasta hai jis m sarkar ka niyantrad ho ta hai ye apni janta k pratit udar vadi hote hai tatha apni janta k prati sochte hai y vyavaatha USSR m thi ,USA ?? m punjivadi arthvyavastha thi iss m sar kari hastshep nhi hota iss m niji soamitv (private sector) hote hai tha iss m niji (private) profits dekhe jate hai INDIYA m mishrit arthvyavasha hai jis m samajik labh , private profit dono per niyantrd hota hai ?

Jay Kumar 6 years, 6 months ago

Samayaidi vayasta vaa vivasta hoti ha jisma pura ka pua nintaran sarkar ka hoto ha yusa samayaidi vivasta kahata ha
  • 1 answers

Naaz Ansari 6 years, 6 months ago

Samajwad ek aisi arthwyawastha hai jismein sansadhno ke production aur witran par sarkar ka adhikar hota hai
  • 1 answers

Saurabh Mishra 6 years, 5 months ago

Jo samaj ke bhalai ke bare me soche wo samajwad hai
  • 1 answers

Annu Yadav Annu Yadav 6 years, 6 months ago

Vinodabhave g ne bhu dan aandolen chalaya tha
  • 1 answers

Parmila Devi 6 years, 5 months ago

Arunachal pardeh, tirpura, mizuram, assm, meghalay, nagalend,manipur ?
  • 4 answers

Sameeksha Jain1023 6 years, 5 months ago

sheet yudh ki utpatti k nimnalikhit karan the: (1)Marshall yojna (1942-57):America k president ne paschimi Europe ki country k punarnirman k liye financial help ki jisse ye countries America k under m aa jaye iss baat se USSR ko disappointing feel hua. (2)ldeilogical differences : USSR samyavaad va samajhvaad ko follow karta h or US poonjivaad ko thatha dono hi apne vicharon ko failana chahte the. (3) Hidden secret of USSR: USSR k paas nuclear power thi lekin ye baat usne america se chupayi isse pratham vishwa yudh m hui friendship m kadwahat aa gyi. (4)fear and suspicion: dono mahashaktiyo m yudh hone k avishwas va darr paida ho gya. (5)Formation of alliances: 1949 m america ne NATO( North Atlantic treaty organization ) 12 country k saath milkar ye allaince banaya uske baad USSR ne bhi 1955 m WARSAW pact par sign kiya

Harsh Rajput 6 years, 6 months ago

दोनो महाशकितयो दूसरे विश्व युद्ध के बाद आमने सामने खड़ी हो गई और हाथियारो की होड मे लग गई यही से शीत युद्ध की शुरआत हुई उदाहरण क्यूबा मिसाइल संकट ( 1939-1946)

Annu Yadav Annu Yadav 6 years, 6 months ago

3sa yudh na ho isliye sheet yudh ki condision bani rhi,ye ek mha sakti banne ki hod shuru ho gyi

Jatin Karan Tariya 6 years, 6 months ago

Do mahasktyo ka uday,vichardara me Beed, sanik sandhiya ,tureman sidhant, marshlle yojana, malton yojana
  • 3 answers

Md Rahmatullah Saifi 6 years, 5 months ago

Nato (नाटो) का पूरा नाम है, North Atlantic Treaty Organization (उत्तर अटलांटिक संधि संगठन) है। जिसमे कुल 29 देश शामिल है। Nato की स्थापना 4 अप्रैल 1949 हुई थी। यह एक अंतर-सरकारी सैन्य गठबंधन है, इसे उत्तर अटलांटिक एलायंस भी कहा जाता है।

Sameeksha Jain1023 6 years, 5 months ago

NORTH ATLANTIC TREATY ORGANISATION

Saket Rajput 6 years, 6 months ago

North atlantic treaty organisation
  • 1 answers

Jay Kumar 6 years, 6 months ago

L.T.B.T.=LIMITED TEST BAN TEARTY N.P.T=NUCLRLEAR NON PROLIFEATION TEARTY N.A.T.O=NORTH ATLINTEAK TEITE OREAGANIOAL N.I.E.O=NAV ANTEARASTY EARTHY YEAVESTA
  • 1 answers

Parmila Devi 6 years, 5 months ago

Nhi ,per ager hum ab ki baat kare tuo ha qki USA k equal ab china ??hi hai iss liye ab k najariye s y sambhv hai ?
  • 1 answers

Vanshika Gupta 6 years, 6 months ago

सता ka kendrikrit hona ,mikhayial gorbachav ke prayas asafal ,. Rajnitik mamle mai andhruni kamjori .
  • 2 answers

Sanjay .Sanjay 6 years, 6 months ago

Shock thearapy sa abhipraaye hai ki kisi ki aaghat phuchacar us per pati karna

Deepanshi Chauchan 6 years, 6 months ago

Shock Therapy ka Arth Ghat par jakar upchar karna hai. Samyavad ke Patan Ke Baad Soviet Sangh ke ganrajya ko Vishwa Bank aur antarrashtriya Mudra kosh dwara nirdeshit samyavad Se punjivad Ki Kore Sankraman ke model ko apnane ko kaha Gaya aaise hi Shock Therapy kehte hain
  • 1 answers

Tushar Parajapati 6 years, 6 months ago

Hssnskdn

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App