No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 1 answers

Anuj Singh 6 years, 3 months ago

1.apne chhetre me shanti rakhna 2.surksha Karna 3.vikas Karna Apne chhetre me 4.aarthik sudhar 5.jhagdo ko aapsi batchit se suljhana
  • 1 answers

Raj Mehra?️ 6 years, 3 months ago

1st book all chapter ane second book 1,2,3 chapter
  • 1 answers

Parmila Devi 6 years, 3 months ago

Alochako ka manana tha ki bhart ?? n gutrirpepekshta apnai tuo hai per au ka jhukav matlab metri USSR se hai tha gutrirpekshta ap nane k baad bhart ?? n 20varciae sandhi per bhi hastaksher kiae.jis m tha ki jarurt padne par india USSR ki help kare ga aur USSR india ki.?
  • 1 answers

Sia ? 6 years, 3 months ago

The reasons behind the rise of international terrorism are :

  1. US Hegemony: US policy of interference and its intentions of spreading its hegemony across the world has been vehemently opposed by the people of Iran, Iraq, Cuba, Palestine, etc and the same is also responsible for the spread of terrorism across the globe.
  2. Islamic Fundamentalism: Orthodoxy, religious fundamentalism and narrow-mindedness which preaches antagonistic feeling among different communities is responsible for this growth of International terrorism.
  3. Failure of UN and other International Body: The UNO has remained merely a debating forum under the influence of major world powers and opinions and wishes of developing countries have been largely ignored. The same is responsible for the growth of International terrorism. 
  4. Uneven growth of economy: Some part of the world is overdeveloped whereas the major part of the world has remained underdeveloped and people in these countries are facing the problems of rampant unemployment, illiteracy, hunger, poverty etc. Suffering of people in these countries is also responsible for the growth of International terrorism.
  • 2 answers

Vishal Mishra 6 years, 2 months ago

Gut nirpechta ki niti, galat hai

Adarsh Singh 6 years, 3 months ago

Gut nirpechta ki niti Band vagan ki niti
  • 2 answers

Himamshu Kharb 6 years, 3 months ago

Cooledwar ka end , Hathiyar ki HOD khatam ho gayi, America ek mahasakti ban gaya, new country ka Uday

Nisha Sonu 6 years, 3 months ago

Duniya ek dhuviye ban gai America ek mahasakti ke rup me ubhra Barlin ki diwar tod di gai **** yudh ki smapti hui Soviyat kheme varsa ka khatma ho gya Yurobiye desh ab nato ke sadasy ban gai Hathiyaro aur vichardharao ki hod khatam ho ga Jarman ka ekikaran hua Samajvadi vyavsth punji vadi me badal gai
  • 4 answers

Rohit Kumar 6 years, 3 months ago

1961 me

Ritik Bhardwaj 6 years, 3 months ago

158 me banna shru huyi or 1961 me bankr tyar ho gyi

Himamshu Kharb 6 years, 3 months ago

1961

Ruhi Rajput 6 years, 3 months ago

1961 jo weast barlin ko east barlin se alg krti h
  • 3 answers

Adarsh Singh 6 years, 3 months ago

Sabhi trh ki saktiyo ka ek hi kendra me hona varchasvta kehlata hai

Parmila Devi 6 years, 3 months ago

Varchasav ka arth hai kisi aek ka dabdba arthath USSR k vightan k baad keval aek mahashakti reh gai jo USA ?? thi yahi aek matr mahashakti thi jis ka dabdba tha any desho pe.?

Nisha Sonu 6 years, 3 months ago

Sakti aur vichardhara ko
  • 1 answers

Parmila Devi 6 years, 3 months ago

Shok therepi ka arth hai aaghat pahoucha k aupchar karna jis ka arth tha samajvadi arth vyavastha ka punjibadi arthvyavastha ki aur jana.
  • 2 answers

Ayushi Khare 6 years, 3 months ago

Jab nav swatantra desh soviyat ya americi gut mai shamil na hokar dono se alag parantu dono se mitrta banaye rakhte the to use gutnirpekshta kahte h

Nisha Sonu 6 years, 3 months ago

Jab soviyat sangh aur amrika ne do gut banaye ek nato aur dusra tab bharat aur kuch aur desho ne milkar gutnirpexta ka gut banaya. Jo desh en dono guto se alag swatantar rhe ho unhe gutnirpex kehete h jese Bharat
  • 1 answers

Pinky Gupta 6 years, 3 months ago

Bhart aur Pakistan ek asha desh tha jiske sambhand jada acchai nhi thai ..bharta aur Pakistan m kahi muddo ko ke kr tanwa rhta tha jesai jal .( Sundhu jal ke vibhajan ko le kr ) sima viwad aur kashmini viwad ko le kr...
  • 2 answers

Parmila Devi 6 years, 3 months ago

Only one point i want to say barat n soviyat sagh (USSR) k sath 20 varshiy vojna per i think 1971 k aas pass m hastakshr kiye the iss 20 varshiy sandi per y tha ager bhart per kisi n akrman kr diya tuo USSR au ki sahayta kre ga tha bhart bhi USSR ki sahayta krega sab ussr ko jarurt hogi.?

Sia ? 6 years, 3 months ago

भारत के पोवियत संघ के साथ सदैव ही अच्छे संबंध रहें हैं। इसका वर्णन हम इस प्रकार कर सकते हैं-

  1. सोवियत  संघ ने भिलाई, बोकारो, विशाखापट्टनम के इस्पात कारखानों तथा भारत हेवी इलेक्ट्रिकल्स जैसे मशीनरी संयंत्रों के लिए आर्थिक व तकनीकी सहायता दी।
  2. भारत के पास जब विदेशी मुद्रा की कमी थी तब सोवियत संघ ने रुपये को माध्यम बनाकर भारत के साथ व्यापार किया।
  3. सोवियत संघ ने भारत की सार्वजनिक कंपनियों की हर प्रकार से मदद की।
  4. भारत के अंतरिक्ष उद्योग तथा परमाणुविक योजना में भी सोवियत संघ ने मदद की।
  • 2 answers

Pinky Gupta 6 years, 3 months ago

Sit yudh .ka arth h rakt tanjit yudh..jismai desho ke bich muddo ko baato se suljhaya jata ho. .

Sangeeta Sangeeta 6 years, 3 months ago

Sit yudh kya tha
  • 1 answers

Nisha Sonu 6 years, 3 months ago

1. Dusre vishw yuth ki smapti 1945 ke bad soviyat sang aur America me apsi hod shuru ho gai thi 2. Dono ke bich hadhiyaro aur vichardharao ki hod suru ho gai thi 3. Vish me keval do maha shakti thi America aur soviyat sang
  • 1 answers

Ritik Bhardwaj 6 years, 3 months ago

1 ek drhuviya vush ka uday 2. Hatiyaro ki hood thami 3. America ka varchasv khul kr samne aaya 4. Gutnirpeksta ka uddesya pura hua 5. Soviyat sangh ka vightan 6. Soviyat sangh se new gunrajyo ka udday 7. Unter rastriya gut bandi ki samapti 8. Cheko slaviya me 10 salo tk garhyudh
  • 3 answers

Avinash Das 6 years, 3 months ago

Nishu sonu thanks?

Nisha Sonu 6 years, 3 months ago

Soviyat sang our cuba do hi smajvadi vichardhara vale desh the aur cuba ka judav soviyat sang se tha pr cuba America ke tat se laga hua desh h esliye soviyat sang ke neta nikita khuschev ne cuba ko apna parmanu banana chaha. Aur us pr apne parmanu hadhiyaro ke jahaj bhej diye jiski khabar America ko teen week bad mili.aur American rastrapati ne bhi apni jangi sena bhe di aur soviyat sang ko apna rukh modna pada. Logo ko lga ki shayad ab jang hoke rahegi pr esa kuch nhi hua aur sankat tal gya

Aman Sharma 6 years, 3 months ago

Sarokar ka kya mtlb h
  • 1 answers

Rahul Sanehi 6 years, 3 months ago

yah ek Desh aur 1 maha Shakti tha Jo 15 ganrajya se milkar bana tha
  • 1 answers

Tannu Dalal 6 years, 3 months ago

1. Desho se aarthik sahayta mil sake. 2.jarori sansadhan jaise tail,koyal aadi prapt ho sake. 3.desho ke area me sainya sanchalan karke mahasakhtiyo ki jassosi karna. 4.desho ko milakar apne aap ko shaktisaali dikhana.
  • 1 answers

Ayushi Khare 6 years, 3 months ago

Apna prabhav badhana-mahashaktiya jin desho se sainik gatbandhan rakhti thi vaha unka prabhav badhta chala jata tha Sainik guto ke liye- chhote desh mahashaktiyo ko sainik adde pradan karte the .jaha ve apni saina ko sthapit kar sakte the or wahi se unka sanchalan kar sakte the Sansadhan or khanij ke liye- kai chhote desh aise bhi hote h jaha koi mahatvpurn khanij adhik matra mai paya jata h. Mahashaktiya aise desho se kam kharch mai sandadhan ayat karva leti thi
  • 5 answers

Ritik Bhardwaj 6 years, 3 months ago

Nhi soviyat sangh ko yuropian sangh nhi khete h

Gauri Chaturvedi 6 years, 3 months ago

Thanks both of you...☺☺

Sonal Bharti 6 years, 3 months ago

Sovtat sang ko yourpiya sang khte h ?

Tannu Dalal 6 years, 3 months ago

Yuropiya sang ka nirman 1992 me hua.isme europe ke 12 desh saamil the lekin ussr ke vigatan ke baad isme or desh saamil ho gye or inki sankhya ab 28 hai.dushre vishav yudh ke baad europe ke desho ki aarthik sithiti kharab ho gyi thi.america ne 1948 me europian utthan karyakarm ke tehat pachmi europiya desho ki madad ki taaki desho me garibi khatam ho or aarthik samsya se chhutkara mile.

Ritik Bhardwaj 6 years, 3 months ago

Europiyan sangh ek sang ghatan h jo 1992 me bna ye Europe ke desho ka sang ghatan h isme suru me 12 desh the
  • 1 answers

Nisha Sonu 6 years, 3 months ago

Aghat pahuchakar upchar karna mtb samajvadi vicharo ka punji vadi ki our jana
  • 1 answers

Shivani Kushwaha 6 years, 3 months ago

1. विदेशी संस्कृतियों के मेल से पसंदों का क्षेत्र बढ़ा है 2 . शिक्षा के क्षेत्र का विस्तार हुआ 3 . ज्ञान के नए नए अवसरों का आगमन हुआ 4. खाने पीने एवं पहनावे में विकल्पों के संख्या में वृद्धि 5. सांस्कृतिक वैभिंनिकरण जिसमे प्रत्येक संस्कृति कहीं ज़्यादा अलग और विशिस्ट हो रही है

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App