No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 2 answers

Ritesh Kumar 6 years ago

1)-नई आर्थिक नीति 2)-पिछड़ी जातियों को दिए गए आरक्षण 3)-प्रांतीय दलों की भूमिका 4)- कार्यसिद्धि पर अधिक जोर यह कुछ ऐसे मुद्दे हैं जिन पर सभी राजनीतिक दलों की आम सहमति है।

Ritesh Kumar 6 years ago

This question is very easy ??
  • 2 answers

Diksha Sharma 6 years ago

Full form of asean is association of South East Asian nation

Ritesh Kumar 6 years ago

Asean kai desho ne aapsi mail milaap,aapsi sahyog ke liye jo shalli apnaaya uss hi asean way kehte hai
  • 5 answers

Shailesh Popli 6 years ago

1989 ke baad congress pranali ki samapti hogyi thi

Ruchi Sharma 6 years ago

Thankyou friends

Shivangi Sharma 6 years ago

1989 m

Ritesh Kumar 6 years ago

Mainly 1989 kai chunaav mai

Ritesh Kumar 6 years ago

1989 ke baad congress pranaali ki samapti
  • 3 answers

Deepak Sharma 6 years ago

Rajnitik vigyan sa abhipray h ki jo hamare desh ya vishv ma jo gatividhya ho rhi h use h aarthath jha par hame rajniti ya samporn vish ki jankari hame di jati h

Ruchi Sharma 6 years ago

Rajnitik vigyan:- hamare desh ki raj matlab sasan ki niti ka vigyan

Mansi Gupta 6 years ago

Rajnitik vigyan usse kaha jata h jisme hamme deen duniya ke barre me pata chalta h
  • 2 answers

Shailesh Popli 6 years ago

1952 mein uttar bharat mein pehla rajya andhra pradesh hai jo bhaasha ke aadhar pr bna tha

Ritesh Kumar 6 years ago

1952 mai uttar bharat mai sabse first rajye Andhrapradesh
  • 1 answers

Deepak Sharma 6 years ago

Jan andolan ka mahatva sa tatparya h ki jin pichdi jati ka logo ki mang puri nhi hoti vo jan andolan kar sarkar tak apni mang ko phuchane ka lia jan andolan karte h
  • 2 answers

Manvi Rai 6 years ago

Laldenga

Deepak Sharma 6 years ago

Mizo national front ke sansthapak laldanga the
  • 4 answers

Chanchal Baghel 6 years ago

Question clear nahi h, question hoga syndicate ne kiska naam sujhaya -N.Sanjeev reddy aur Indra samarthak ne -V.V.giri

Garima Kumari 6 years ago

V.v giri

Pooja Kushwaha 6 years ago

Give me answer

Pratham Rajput 6 years ago

V.v giri
  • 1 answers

Garima Kumari 6 years ago

1.Vikashshil ki niti ki prasangik 2.NIEO ko lagu karna 3.garib desho me aarthik sahayta 4.vishv shanti ki sthapna 5.nishastri karn lagu karna
  • 1 answers

Hema Rai 6 years ago

Wo nayaypalika jo prine minister ke khe pr kaam kre
  • 1 answers

Ritesh Kumar 6 years ago

1972 mai biological weapons convention par pratibandh laga diya gya
  • 1 answers

Ritesh Kumar 6 years ago

Indra gandhi aur niyay palike ke bich vivad the, yeh vivad utpann kyu hue aay jaante hai: 1)-kya sansad molik adhikaaro ki kaat jaaht kar skti hai iss par niyay paalika ka vicchaar tha nahi 2)- kya sansad molik adhikaaro mai sampatti ke adhikaar ko bahar nikaal skti hai,iss niyay palika ne kaha ki savidhan ka ekk buniyadi dhacha hai jisme sansad ke sath sath koi bhi isme sansodhan nhi kar skta 3)- lekin sarkar ne ye kehte hua savidhan mai sansodhan kiya ki vo niti nirdesk shidhaant ko parbhavit karegi 4)- savidhan sansodhan 5)-varisth Niyaydis ki andekhi
  • 2 answers

Ritesh Kumar 6 years ago

1)-Nam mai shamil sabhi desho ko garibi se nikaalna 2)- alp vikshit desh ko garibi se nikaalna

Bhaskar Tiwari 6 years ago

NIEO aimed for
  • 2 answers

Shivangi Sharma 6 years ago

Ya gujrat m hua tha or iska prneta vargij kuriyan tha . Inko milkman of india bhi kha jata h

Ritik Bhardwaj 6 years ago

Operation flud ko safes kra ti kaha jata h iska aim tha india me dhoodh ke utpadan me vridhi krna
  • 7 answers

No Limits 6 years ago

1945

Divya Rani 6 years ago

After 2 world war

Shivangi Sharma 6 years ago

Antonio gyutrais

Shivangi Sharma 6 years ago

1945

Rachna Deswal 6 years ago

संयुक्त राष्ट्र संघ के वर्तमान महासचिव

Yash Sharma 6 years ago

1945

Asrun Khan 6 years ago

Second World War ke baad
  • 1 answers

Sachin Yadav 6 years ago

Apne sadasya deshon mein paison Mein Sahyog karna
  • 1 answers

Riya Kumari 5 years, 7 months ago

Suraksha Jaal yani ki security net
  • 2 answers
Sindicate congress party ke bade neta the jo congress ka vibhajan hone se purv us party ke mukhya faisle leta tha.

Monu Padla 6 years ago

Congrees party ke bade netao ko sindicate khete hai
  • 3 answers

Sachin Yadav 6 years ago

Hyderabad ,junagad ,jammu & kashmir
हैदराबाद ,जूनागढ़ , जमु कश्मीर

Faizan Saifi 6 years ago

हैदराबाद, मणिपुर, जम्मू कश्मीर
  • 2 answers

Praveen Gautam 6 years ago

Bijli bhutan

Kamlesh Gour 6 years, 1 month ago

1 भारत भूटान से बिजली का बहुत भारी मात्रा में import(आयात ) करता है 2 भारत भूटान की सीमाओं की रक्षा में सहयोग करता है।
  • 2 answers

Ritik Bhardwaj 6 years ago

Vishva me shati banene ke liye American jesi mahashakti ke varchasv se bachne ke liye

Abkumar Sinha 6 years, 1 month ago

In hindi
  • 3 answers

Monu Padla 6 years ago

1962 में सोवियत संघ ने अमेरिका से लगे हुए छोटे से देश युवा पर अपने मिसाइलें तैनात कर दी थी Correct line ???

Monu Padla 6 years ago

1962 में सोवियत संघ ने मार्केट से लगे हुए छोटे से देश क्यूबा पर अपनी मिसाइलें तैनात कर दी थी इससे अमेरिका में भी संकट छाने लगा इसलिए अमेरिका ने भी सोवियत संघ के खिलाफ अपनी मिसाइलें तैनात कर दी इस दोनों देशों में ताकतवर होने से पूरी दुनिया पर संकट छाने लगा किंतु बाद में दोनों देशों ने शांतिपूर्वक अपना मसला हल कर लिया जिसे क्यूबा मिसाइल संकट है के नाम से जाना जाता है इसका दूसरा नाम शीतयुद्ध भी है।

Happy Thakur 6 years, 1 month ago

1962 main kiba missile sankat hua tha jisme ussr ne kuba main missile tainat kar di jiske bad america phale bar kisi snkat ke sabs kari aa gaya . Iske bad America ne ussr se missile hatane ko kaha aur kuch samay bad ussr ne missile hata li

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App