No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 2 answers

Rahul Rahul 3 years, 3 months ago

Thanks

Heena Shaikh 3 years, 4 months ago

Savidhan badhiya lekin Sarkar ka bhi ek apna mahatva hai kyunki agar Sarkar nahin hogi to savidhan sirf ek kagaj hai aur agar savidhan nahin hogi to Kanoon ka bhi koi mahatva nahin hoga kyunki sabhi savidhan ek dastavej hai jiske dwara Kanoon ke shasan vyavastha chalaye jati hai aur savidhan hamen hamari Adhikar Kanoon inke in sabse parichit karata hai aur hamare adhikaron ka han hota hai isliye hamen bata raha dikhta hai ki hamen hamen nyaay kahan per milega aur agar Kanoon nahin hogi to hamare maulik Adhikar ka hal hone per Sarkar kuchh nahin kar paye ki agar Sarkar ka mahatva nahin hoga to savidhan bada hai lekin Sarkar ka bhi apna mahatva hota hai
  • 1 answers

Sia ? 3 years, 4 months ago

A political party is an organization that coordinates candidates to compete in a specific country's elections. It is common for the members of a party to hold similar ideas about politics, and parties may promote specific ideological or policy goals.
  • 2 answers

Preeti Dabral 3 years, 4 months ago

संविधान, मूल सिद्धान्तों या स्थापित नज़ीरों का एक समुच्चय है, जिससे कोई राज्य या अन्य संगठन अभिशासित होते हैं। वह किसी संस्था को प्रचालित करने के लिये बनाया हुआ संहिता (दस्तावेज) है। यह प्रायः लिखित रूप में होता है।

Heena Shaikh 3 years, 4 months ago

Savidhan ek Aisa likhit dastavej hai jiske dwara kisi desh ki shasan prashasan ko chalaye jati hai yah kaise niyamawali hai jiske dwara Desh ke shasan prashasan ko chalaya
  • 2 answers
Spatial Aggregation Language

Amit Jha 3 years, 7 months ago

Social action litigation
  • 3 answers

Heri Poter 3 years, 7 months ago

Mula n ho

Kratika Kumawat 3 years, 8 months ago

Kisi labh pad per na hona

Kratika Kumawat 3 years, 8 months ago

Vayask hona, bharat ka nagrik hona, pagal ya divaliya na hona
  • 1 answers

Heena Shaikh 3 years, 4 months ago

Bharat mein chunav vyavastha loktantrik hai logon dwara chunav Kiya jata hai logon dwara chuna Gaya shasan vyavastha chalaye jati hai log Janata Apne Apne Sarkar ko chutti hai Bharat mein loktantrik chunav hota hai loktantrik Desh
  • 1 answers

Anshu Gupta 3 years, 8 months ago

वर्तमान में, भारत का संविधान 465 अनुच्छेद जो 25 भागों और 12 अनुसूचियों में लिखित है। हालांकि, संविधान की कई विशेषताएं हैं जैसे धर्मनिरपेक्ष राज्य, संघवाद, संसदीय सरकार इत्यादि । ... भारत का संविधान 26 जनवरी 1950 को लागू हुआ था जिसमें 395 अनुच्छेद, 8 अनुसूचि और 22 हिस्से थे। यह दुनिया का सबसे विस्तृत लिखित संविधान है
  • 3 answers

Kratika Kumawat 3 years, 8 months ago

Mantri parishad ko niyukt kerne sambandit saktiya, Mantri ka nirvacan kerna, unhe kam dena, alag alag kasam me rastrapati ko salah dena, vibhinn pasta parit kerna aadi

Deepak Rai 3 years, 8 months ago

Sir important question Bata de

No Problem 3 years, 8 months ago

Mantri parishad ko niyukt krna Rashtrapati aur mantriparishad ke beech kadi ka kaary Sansad ka neta Rashtra ka neta Niti nirdharan karna Mantriyo ko unke pad se hatana
  • 3 answers

Aashima Matta 3 years, 8 months ago

न्यायपालिक के कार्य क्या है

Priya Mahawer 3 years, 8 months ago

In directly hota h

No Problem 3 years, 8 months ago

Rashtrapati ka nirvaachan Apratyaksh rup se hota hai iske liye bhartiya savidhaan anushaar samanupaatik partinidhitav pranaali ka istemaal kiya jaata hai Loksabha rajya sabha aur pratiyek rajya ki vidhaansabha ke dvaara iski niyukti ya nirvaachan kiya jaata hai
  • 2 answers

No Problem 3 years, 8 months ago

Taaki desh ke saashan mai janta apni bhaagidaari ko sunischit kr sake

Atul Sharma 3 years, 8 months ago

Bharat ne loktantra sashan pranali isliye apnaya kyuki isme pratinidhi sidhe janta dwara chune jate hai.
  • 1 answers

No Problem 3 years, 8 months ago

Jawahar laal nehru ke dvaara udeshya prastav patr paarit huva jisme unhone bharat ko samprabhutv gantantra raashtr ghoshit kiya
  • 3 answers

No Problem 3 years, 8 months ago

Sahri ilaake ka arth hai vah ilaake jaha 5000 se adhik janshankhya ho Vaha pe 75 partishat log kheti se alg kaary kr rhe ho 400 log prati varg km mai rehte ho

Harshdeep Singh 3 years, 8 months ago

Thanks bro

Shubham Saini 3 years, 8 months ago

जहां लोग अत्यधिक मात्रा में निवास करते हैं उसे शहरी इलाके कहते हैं
  • 5 answers

Priya Mahawer 3 years, 8 months ago

Chote star pr hone wala saashan. Or jila va gramin star pr hone wala sashan

No Problem 3 years, 8 months ago

Jila ya graamin star pr hone vaale saasan ko sthaaniye sasan kehte hai

Sonu Verma 3 years, 8 months ago

Ram Nath kobind

Mohd Kaif 3 years, 8 months ago

एक सदनीय विधायिका

Kãrâñ Siñgh Bhãttī 3 years, 8 months ago

Who is the president of india
  • 1 answers

Shubham Saini 3 years, 8 months ago

राष्ट्रपति का चुनाव राज्यसभा के सदस्यों द्वारा किया जाता है
  • 3 answers

Heena Shaikh 3 years, 4 months ago

Rajniti se jahar hai Ranchi ka matlab pahle main aapko bataungi Raja ka matlab hota hai Raja plus mein niti Raja ka matlab hota hai hamare praantiy Sarkar Kendra Sarkar aur hamare Jo Raja ka roti hai in sabse hamara abhipray hota hai aur Kranti Sarkar Rajan Raja dwara banae Gaye Kanoon ko ham rajniti kahate Hain aur rajniti kyon karte hain rajniti karte hain desh ko suchit chalane ke liye aur ek acchi shasan vyavastha

Priya Mahawer 3 years, 8 months ago

Saashan krne ki niti ko rajniti kehte h

Priya Mahawer 3 years, 8 months ago

Sis ....Jo aaj kal real me ho rhi h
  • 2 answers

Priya Mahawer 3 years, 8 months ago

Lachila va kathor ka samanvya ......evam udhar manga hua

Mohd Firoz Alam 3 years, 8 months ago

Bharat ka sanvidhan lachila bhi h aur Kathor bhi..
  • 2 answers

Priya Mahawer 3 years, 8 months ago

Kyuki in adhikaro me humari mulbhut avashaktao ko pura krne ki shamta h

Prachi 2003 3 years, 8 months ago

इन अधिकारों को मौलिक इसलिये कहा जाता है क्योंकि इन्हे देश के संविधान में स्थान दिया गया है तथा संविधान में संशोधन की प्रक्रिया के अतिरिक्त उनमें किसी प्रकार का संशोधन नही किया जा सकता। ... मौलिक अधिकार न्याय योग्य हैं तथा समाज के प्रत्येक व्यक्ति को समान रूप से प्राप्त होते है।
  • 5 answers

Subhashree Pradhan 3 years, 8 months ago

संविधान ऐसे नियमों तथा सिद्धांतो का समूह है जिसके अनुसार शासन के विभिन्न अंगों का संगठन किया जाता है ,उसको शक्तियों प्रदान कि जाती है, उनके आपसी संबंधों को नियमित किया जाता है तथा नागरिकों और राज्य के बीच संबंध स्थापित किए जाते हैं। इन नियमों के समूह को ही संविधान कहते हैं।

Megha Kumari 3 years, 8 months ago

Savidhan ek dastavej h jismein hmare molik aadhikaro ka ulllhan kiya kya h aur hmari hito ki raksha bhi krta h

Madan Lal 3 years, 8 months ago

Kisi देश को सुवयवस्थित या व्यवस्थित ढंग से चलाने के लिए बनाए गए नियमो कायदों के समूह को संविधान कहते है

Prachi 2003 3 years, 8 months ago

संविधान (constitution), किसी संस्था को प्रचालित करने के लिये बनाया हुआ संहिता (दस्तावेज) है। ... 'किसी भी देश का संविधान उसकी राजनीतिक व्यवस्था का वह बुनियादी सांचा-ढांचा निर्धारित करता है, जिसके अंतर्गत उसकी जनता शासित होती है। '

Prachi Pal 3 years, 8 months ago

संविधान लिखित नियमो और कानूनों का एक ऐसा दस्तावेज है जिसके अनुसार किसी देश की सरकार बनाई व चलाई जाती हैं।
  • 3 answers

Madan Lal 3 years, 8 months ago

Yes

Banti Kumar 3 years, 8 months ago

Ha rajnatik vigyan main hamko pata chal sakta hai ki hamara sanvidan kab, Kuy or kase lagu hua

Suraj Sing 3 years, 8 months ago

Savidhan to bahut Pahle Se Hi ban gaya tha jahan hamara Bharat aur karte hue deshon se liya gaya tha savidhan Hamare Liye mahatvpurn savidhan Na Ho To Ham bhi Honge Bharat ke sab log Ham mein kya Kahate Hain ki sanvidhan mein koi bhi aur karne Ja sakta per savidhan Hamare liye behtar hai Kyunki Sarkar savidhan Ke dwara hi chalaya Jata Hai savidhan Hamara hi Desh Ka Raja Divas Uske Roop banaya jata hai 26 January 1950 ko 1950 ko banaya jata hai
  • 3 answers

Priya Mahawer 3 years, 8 months ago

Pratyaksh va apratyaksh rup se hote h

No Problem 3 years, 8 months ago

Bharat mai chunaav ke do prakaro ka ishtemal hota hai pratyaksh chunav aur apratyaksh chunav .

Suraj Sing 3 years, 8 months ago

Bharat mein Chunav ke alag alag tarike Jab dijiye Aati Hai Jab Kuchh Jab Koi Chunav hota hai Chunav 5 sal ke Mein Hota Hai use vah use usko Bharat tarikh ko tarikh batata Hai Pal sanvidhan Mein matdata ka Vikas karta hai
  • 2 answers

No Problem 3 years, 8 months ago

ye boht bara ans hai mai photo kaise bheju type nhi ho paayegaa

Priya Sharma 3 years, 8 months ago

Rashtrapati ki shaktiyon ka varnan Karen

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App