No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 2 answers

Akash Kumar 5 years, 10 months ago

Loktantra ek vyavastha hai shasan chalane ke liye

Shubham Sharma 5 years, 11 months ago

लोगो के द्वारा चुनी गई सरकार को लोकतंत्र कहते है।
  • 1 answers

Rohit Kumar 5 years, 10 months ago

1मतदाता सूचि तैयार करना 2चुनाब करवाना 3मतागड़ना तिथि बताना 4मतदान तिथि बताना 5पार्टियों को चुनाब चिह्न देना 6निर्वाचन छेत्र घोषित करना 7निष्पक्ष वा स्बतंत्र चुनाब करवाना 8चुनाब मैं किसी प्रकार की धानदली न हो इस की जांच करना।
  • 2 answers

Shumayla Rayeen ? 5 years, 10 months ago

Thank you so much

Sia ? 5 years, 11 months ago

धन विधेयक वित्त विधेयक
संविधान के अनुच्छेद 1१0 के अनुसार धन विधेयक ऐसा वित्त विधेयक होता है, जो इनमें से कोई एक या एकाधिक विषय अंतर्निहित किए हो।  सामान्य रूप से, कोई ऐसा विधेयक वित्त विधेयक होता है, जो राजस्व या व्यय से संबंधित हो। 
किसी कर को लगाना, हटाना, या उसमें परिवर्तन करना।  वित्त विधेयकों में किसी धन विधेयक के लिए उल्लिखित किसी मामले का उपबंध शामिल होने के अलावा अन्य राजस्व या व्यय संबधी मामलों का भी उल्लेख किया जाता है।
  • 1 answers

Amit Singh 5 years, 11 months ago

1.Mantri mandal chhoti sanstha hai . Mantri mandal vadi sanstha hai 2.Mantri mandel main vetan jyada hota hai. Mantri prishad main veta. Kam hota hai. 3.Mantri mandal main kam sadasya hote hai. Mantri prishad main jyada sadasya hote hai. 4.Mantri mandal Bathak main pramukh mantri bhag lete hai. Mantri prishad main sabhi mantri bhag lete hai.
  • 1 answers

Amit Singh 5 years, 11 months ago

Sanvidhan main esi ek nitiyo ki nirdeshak soochi jiske antergat rajya kai niti nirdeshak tatv shamil hai. Oose Rajye kai niti nirdeshak tatv kahte hai. Niti nirdeshak tatv hai :- 1.ve lakshya aur uddesya jo ek samaj kai roop main hume svikar karne chahiye. 2. Ve adhikar jo nagriko ko molik adhikaro kai alaava milne chahiye. 3.ve nitiya jinhe sarkar ko svikar karna chahiye.
  • 2 answers

Muskan Rathi 5 years, 11 months ago

Vghbgjn

Aadil Khan 5 years, 11 months ago

Mulik adhikar ve adhikar hai jinka koi hanan nhi kar sakta aur jo samaaz me sabhi ko barabar mile ho aur nyayalye isse lagu krne ke liye sarkar ko adesh de saita hai _______. Niti nirdeshak tatv me yeh nyaye pudh nhi hota aur iss ka hanan hone par aap nyayale nhi ja sakte ho. Thank you
  • 1 answers

Muskan Rathi 5 years, 11 months ago

Ujjwal jaat samaspuriya
  • 2 answers

Aaisha Khatoon 5 years, 10 months ago

Molik adhikar 6 1.swatantrata 2.samanta 3.dharmnirpeksta 4.sosadh ke virudh 5.siksha 6.sanwedhanik upchar - sanvidhan ki atma ,5 "-rit 1.bandi pratyakshikaran 2. Adhikar prachhta 3. Nisedhagesh 4.utprekshan 5.parmadesh Molik adhikar vo adhikar h jo vyakti ki mul awasyakta ki purti karte. H

Muskan Rathi 5 years, 11 months ago

Jai ja8
  • 1 answers

Amit Singh 5 years, 11 months ago

Molik adhikar :- molik adhikaro kai hanaan hone per hum nyaylya ja sakte hai kintu niti nirdeshak tatav ka hnnan hone per hum nyaylya nhi ja sakte hai 2. Molik adhikar lagu kiye ja chuke hai .kintu niti nirdeshak tatv kisi bhi nagrik per lagu nhi kiye jate hai. 3.molik adhikar nagriko kai klyan kai liye aavshyak hai . per niti nirdeshak tatv rajya kalyan kai liye aavshyak hai. 4. Molik adhikaro ka chhetra simit hai. Per niti nirdeshak tatvo ka chhetra vistrit hai. 5. Molik adhikar rajnitik loktantra hai. Per niti nirdeshak tatv aarthik loktantra hai .
  • 2 answers

Akash Kumar 5 years, 10 months ago

Ha

Pawan Kusvhaa 5 years, 11 months ago

11 class political science
  • 1 answers

पुजा Kumari 5 years, 11 months ago

सविधान ऍक लिखित दस्तावेज हैं

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App