No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 3 answers

Abhishek Pal 4 years, 8 months ago

Loktantr ek esi bidhi hai jiske dvara janta apna prtinidhitv chunti hai

Devraj Singh 4 years, 8 months ago

Jha lokho ka sasan ho vo loktantr hai

Ajay Verma 4 years, 8 months ago

Loktanter sa kya aascharya ha
  • 1 answers

Arun Arun 4 years, 8 months ago

Nhi bina chunav ke loktantra kayam nhi reh sakta kyonki loktantra me sabhi ki bhagidaari avashyak h.
  • 2 answers

Abhishek Pal 4 years, 8 months ago

Jis desh me do sadan ek sath chlay jate hai use dvi sdnatmak vidhayika kehte hai ise issliye apnaya gya kiuki kuch sehro me dvi sadnatmak vidhayika hai

Jaan Malik 4 years, 8 months ago

Pata nhi
  • 1 answers

Nayan Joshi 4 years, 8 months ago

संविधान के बिना राज्यो में अराजकता फैल जाएगी और शासन सीमित में ढंग से नहीं चलेगा राज्यो में विद्रोह हो जाएंगे लोगों को तानाशाही का सामना भी करना पड़ सकता है इसीलिए किसी भी राज्य के लिए आवश्यक है कि उसके देश में संविधान हो
  • 1 answers

Khilender Bhandoria 4 years, 8 months ago

Nokershahi ka sandarbh aisi sanstha ya samuh se h jo sarkar ke sthayi karamchari hote h. Jaise civil service, police , or etc.ye sarkar ki neetiyo ko banane m or unhe lagu krne m mantriyo ka sahiyog krte h.
  • 1 answers

Nayan Joshi 4 years, 8 months ago

भारतीय जनसंघ , गरम दल ने , प्रजा सोशलिस्ट पार्टी ने , और मुस्लिम लीग ने
  • 3 answers

Sofiyan Sofiyan 4 years, 3 months ago

Rashtrapati mantri parishad se yah kaise sakta hai ki use apne ne bus se vichar karna chahie Vah to power nishedh adhikar pradhanmantri ko niyukt karne ka rashtrapati ka adhikar

Khilender Bhandoria 4 years, 8 months ago

1) prastav ko sadno ke pass punarvichar ke liye bhej skta h. 2). Vito shakti ke prayog se parit prastav ko svikriti (acceptance permission) dene m vilamb kr skta h.

Rakesh Bairwa 4 years, 8 months ago

<1>. Suchna prapt krne ka Adikar <2>. Kisi ko bahu mt dal prapt hota h toh use pardhanmntri bna stka h
  • 2 answers

Sofiyan Sofiyan 4 years, 3 months ago

Bharat ko saman tava Kalyan karya mulya per aadharit ek rashtra banane ke liye Bharat mein rajya ke Niti nirdeshak siddhant ka Prabhu dhyan Kiya Gaya Taki Bharat ko kalyankari rajya bana j sake

Bharti Singh 4 years, 8 months ago

Samaj ki bhlai k liye
  • 3 answers

Md Sheikh 4 years, 8 months ago

मेरा उत्तर नीति निर्देशक तत्व का है

Md Sheikh 4 years, 8 months ago

1 समुदाय के कल्याण को बढ़ावा देती है 2 इनका उद्देश्य सामाजिक और आर्थिक लोकतंत्र की स्थापना करना है 3 यह लोगों को किसी कार्य करने की प्रेरणा देती है

Deepak Bhati 4 years, 8 months ago

नीति निर्देशक तत्व क्यों महत्वूर्ण है
  • 1 answers

Deepak Bhati 4 years, 8 months ago

अरस्तू
  • 0 answers
  • 5 answers

Shiva Majoka 4 years, 8 months ago

काय॔पालिका वह है जो नियमो और कानूनो को लागू करती है |

Md Sheikh 4 years, 8 months ago

Archita sen u have explained wrongly that's कार्यपालिका दो प्रकार की होती है 1. स्थायी (नौकरशाह) 2. अस्थाई ( जो सरकार सत्ता में हैं) काननू बनाना , नीति बनाना व लागू करवाना

Archita Sen 4 years, 8 months ago

कार्यपालिका तीन प्रकार की होती हैं 1.संसदीय कार्यपालिका 2. adhyakshatmak karypalika 3. Adhyaksh atmak karyapalika

Archita Sen 4 years, 8 months ago

कार्यपालिका कानून को पारित करती हैं या फिर जो अंग कानूनों को लागू करता है वह कार्यपालिका ख्याल आता है

Rahul Rajput 4 years, 8 months ago

Kaanun ka nirnaard
  • 0 answers
  • 3 answers

Sofiyan Sofiyan 4 years, 3 months ago

rajniti vah prakriya hai jiske madhyam se samaj manav apni samasyaon ka samadhan karta hai aur yah shasan karne kala hai rajniti aam janata ki najar mein bhrashtachar dhokebaji ghatol baji atharth apne najar mein rajniti ko achcha nahin mante

Killer Boys 4 years, 8 months ago

Sata ke sajedari karna (rajnite) ka sabde he

Manish Aryan 4 years, 8 months ago

Bharat sanvidhan ka sword ka varnan kijiye
  • 1 answers

Komal Prajapati 4 years, 8 months ago

Netizen jo net chalata hai
  • 5 answers

Sofiyan Sofiyan 4 years, 3 months ago

Sanvidhan ek likhit dastavej jiske madhyam se kis desh Ki shasan vyavastha ko chalaya jata hai tatha sarkar aur nagrik ki samast shaktiyan ka likhit Roop se varnan hota hai sanvidhan kaise hain

Aditya Jaiswal 4 years, 8 months ago

Savidhan ek jivant dastavej hai jo kisi desh ki rajnitik aur kanuni vyavastha ko chalne mai mahatvpuran bhoomika nibhaata hai.

Anu Kashyap 4 years, 8 months ago

संविधान एक लिखित दस्तावेज है जिसके द्वारा किसी देश की कानून व्यवस्था चलाई जा सकती है

Rishabh Verma 4 years, 8 months ago

Savidhan kisi desh ki raajniti prakriya ka weh mulbhut dhacha nirdharit karta h jiske dwara uski janta saasit hoti h

Tarun Verma 4 years, 8 months ago

Savidhan ek esi kitab hai jisme niyam ,kyade , Kanoon likhe hai jisse desa ko niymit rkha jata hai
  • 1 answers

Dinesh Ravat 4 years, 8 months ago

Chapter 16
  • 3 answers

Mohd Azeem 4 years, 8 months ago

Or koi hai me group bana raha hun number send karna hai to jaldi karo jo log number de diye hai me abhi bhej raha hu

Dinesh Ravat 4 years, 8 months ago

Chapter 16

Bachchu Jha 4 years, 8 months ago

Pol.science
370
  • 2 answers

Khilender Bhandoria 4 years, 8 months ago

Article 370 ke tehat desh ke kisi bhag ko vishesh adhikar pradaan krne ke liye h.ye kanoon jammu&kashmir pr lagu tha iss ke chalte kashmir ka khud ka jhanda tha or khud ka alag sanvidhan tha.or jo bhi neeti bharat m lagu hoti vo vahaa nhi lagu nhi ho skti, etc.

Rohit Kumar 4 years, 8 months ago

इसके तहत जम्मू कश्मीर को कुछ विशेष अधिकार प्राप्त थे और वह भारत का हिस्सा नहीं था, इस धारा के तहत जम्मू कश्मीर का अपना अलग झंडा था। और वह भारत में होने के बाद भी उससे अलग था
  • 1 answers

Anuj Kumar 4 years, 8 months ago

sambhidan ek niyam aur kanoon sidhant ka samooh hai jis desh ka sashan sucharoo ruph se chalati hai
  • 1 answers

Deepak Kumar Mandal 4 years, 9 months ago

Savidhan desh ka sashan chalena ki ek kitab hai.
  • 2 answers

Anuj Kumar 4 years, 8 months ago

hindi

Bhushan Verma 4 years, 9 months ago

Some to you
By
  • 1 answers

Jasleen Kaur 4 years, 9 months ago

Hi
  • 2 answers

Preeti Mishra 4 years, 8 months ago

Bhartiya samvidhan mein union kaa prayog kiya gaya h

Ranjeet Singh Negi 4 years, 9 months ago

52वा सवीधान
  • 1 answers

Abinash Saikia 4 years, 9 months ago

Khitikarak Niti kak bula

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App