No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 1 answers

Jiya Thakur 5 years, 9 months ago

Vazir Ali ek jabaz sipahi tha . Usne apni jabazi va chaturai se angrezo ke naak m dum krrkha tha . Kartoos pane ke liye vo akela kheme me pravesh kr karnal se 10 kartoos le apni pehchan bta kr karnal ki hi jaan baksh kr kheme se surakshit bahar aa jata h .
  • 7 answers

Aradhana Singh 5 years, 10 months ago

App kuch punchna cahte hai ky.

Puja Sahoo 5 years, 10 months ago

Okkkkkkkkk

Aradhana Singh 5 years, 10 months ago

Bhai aap odisha me rahte ho . Koi bhi question na ay to mujhe answer dene me maja aata hai main bataungi.

Aradhana Singh 5 years, 10 months ago

Samas main sabse pahle uske types ache se padho jisme 1 . Tatpurus samas main jitne bhi iske types hai unkasabka kya mene hai ye samas hota hai to kya lagta hai का, से, लेकिन and always sab kuch padho aur phir isi tareh sare samas ache se padho ke kiske sath kya lagta hai . Aur ha jo sentence ho use dhyan se padho ke usme kaun sa samas hai . I hope yu help.

Yash Agrawal 5 years, 10 months ago

Bhai samas bahut easy aapko bas sabh sabdo ko achhe se padh ke samajna hai

Puja Sahoo 5 years, 10 months ago

Are yar sab kuch sabhi ke liye easy nahi hota varna to sabhi top kr lete.......so give me the trick

Aradhana Singh 5 years, 10 months ago

Nice very simpal toppic hai yaar
  • 2 answers

It'Ş.Mə. Sshăvî_ 5 years, 10 months ago

Yes,they will not come in the board exams..

Puja Sahoo 5 years, 10 months ago

Yes they will not come this year....
  • 1 answers

Sakshi Rawal 5 years, 9 months ago

Becoz vyavharikta samaj me sirf dekhava hoti hai . Lekhak ne jeevan ke anubhavo ko hi seysth mana hai☺
  • 2 answers

Vaishnavi P 5 years, 9 months ago

thank u very much...

Sakshi Rawal 5 years, 9 months ago

Yathasambhav or shigraatishigra
  • 2 answers

It'Ş.Mə. Sshăvî_ 5 years, 10 months ago

She was the lover of tantara.she lives in nagaland village:-lapati gram

Bhullar Sahab ? 5 years, 10 months ago

Ek ladki thi
  • 0 answers
  • 0 answers
  • 0 answers
  • 0 answers
  • 1 answers

Aradhana Singh 5 years, 10 months ago

Pt sir ka naam pritamchandr tha . Ve bade kathor svabhav ke the . Unhe kabhi bhi kisi ne school main muskurate nahi dekha tha. Unka kad thinga tatha unka sarir dubla patla tha. Unka cehra dagon se bhara , ankhe baaz si tej unke pero main chamde ke bade punjo wala but tha ve har samay khaaki vardi pahne rahte the. Sabhi unse darte the . Ladkon par ve baagh ki tareh jhapat padte the . Ve khaal kheechne vale muhavron ko prtyach karke dikhate the . Isliy unkevyktitv va pehnave ko bhybhiit karne vala kaha gaya.
  • 1 answers

Puja Sahoo 5 years, 10 months ago

Search it in Google, you will find it....
  • 1 answers

Puja Sahoo 5 years, 10 months ago

Toap janti hai ki chahe jitni bhi badi rakshasi shakti,ho ya gola ,barud ho. Insani jagruta ke samne vo tik nahi pati. Usi prakar yudh ke samaya toap apni shakti se sabhiko dara deti thi parantu ab uski shakti na hone ke karan vo shant khadi hai... hope ithelps?????
  • 2 answers

Nitin Kumar? 5 years, 10 months ago

Correct answer100%

Puja Sahoo 5 years, 10 months ago

Ser pe kafan bandhna ye sanket deta hai ki ,sainik bina soche samjhe desh ke liye jaan dene ko taiyar rehte hain,vo desh ke liye pehele se hi khud ki kafan bandh chuke hote hain Hope it helps???????
  • 0 answers
  • 0 answers
  • 3 answers

Aradhana Singh 5 years, 10 months ago

1857 की तोप का क्या आशय है।

Aradhana Singh 5 years, 10 months ago

Bhagvat katha main gajendra moch prakaran ke antargat aisa varnan milta hai ki gajraj bhagvan ko cadhane ke liye roz sarovar se phool todkar lata tha. Ek din use magarmach ne pakd liya aur paani main khicne laga . Vah gajendr ko peeda hui jise sunkar bhagvan ne vahi se sudarsan cakra phek diya . Jisse magarmach ka sirr kat gaya . Is prakar bhagvan ne gajraj ke kast ko duur kiya .

Aradhana Singh 5 years, 10 months ago

Kunjar peer kya thi aur vah kaise dur hui
  • 0 answers
  • 1 answers

@ M 5 years, 10 months ago

Sringar ras, bhakti ras, vatsalya ras, adbood ras, bhayanak ras, hasya ras, veer ras, vibhats ras, karud ras
  • 1 answers

Shourya Rajput 5 years, 10 months ago

Rekhaankit
  • 1 answers

Sneha Goel 5 years, 10 months ago

इस पाठ से हमे यह सन्देश मिलता है की आज कल लोग दुसरो की सहायता करना अपना धरम नहीं मानते है व् वे स्वार्थी हो गए है
  • 1 answers

Sneha Goel 5 years, 10 months ago

वजीर अली एक जाबाज सिपाही था वह बहुत ही साहसी था जो कर्नल के सामने जाकर उससे दस कारतूस मांगे व अपना नाम भी बताया ये जानते हुए भी की कर्नल उसे पकड़ने के लिए ही जंगल में डेरा डाले कई हफ़्तों से बैठा है
  • 7 answers

Nonu Kansal 5 years, 10 months ago

Ok

Disha Rathore 5 years, 10 months ago

Physical education ke paper ki tayaari

Nonu Kansal 5 years, 10 months ago

Kya kr rhe ho aap

Disha Rathore 5 years, 10 months ago

I am fine Mehak

Rounak Singh Rajput 5 years, 10 months ago

fine

Arohi . 5 years, 10 months ago

???

Nonu Kansal 5 years, 10 months ago

Nice and u
  • 3 answers

Disha Rathore 5 years, 10 months ago

Have ur school conducted it's pre board

Ashray H. 5 years, 10 months ago

Yes in my school.

Disha Rathore 5 years, 10 months ago

Pls tell me friends

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App