No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 1 answers

⚜??Brainly Buddy??⚜ 4 years, 8 months ago

<a href = "https://encrypted-tbn0.gstatic.com/images?q=tbn%3AANd9GcTaYMApGPze4Bl9HGuC0MuNeX1a796Ut0JsZYCj_Pg6xjRBi3Qe"> Check here...</a>
  • 2 answers

Ansh Ika 4 years, 8 months ago

Just mingle them in the beauty of songs...and example

Saket Dwivedi 4 years, 8 months ago

No the muhavre are not confusing Only just understand it
  • 2 answers

Tarun Gotam 4 years, 8 months ago

3

Yuvraj ? 4 years, 8 months ago

Mishr vakya..or ki ke baad ka sentence sangya upvakya.
  • 0 answers
  • 8 answers

Aryan Jain 4 years, 8 months ago

Waazir ali jungle mai chupaa tha kyonki usne east india company kai vaakil ka katl kiya tha aur angraazi sashak uske pichee pd gaaye the thaaki v usse maar kar avadh par kabsa kar l aur phir avadh ka saara paisa vai loot le.....kyonki waazir ali raja ka santan tha isiliye vo angrazi sashako s chipne k liye junglo mai chupa tha

Aryan Jain 4 years, 8 months ago

It is simple

Shruti Gupta 4 years, 8 months ago

Wow, didn't think Sanskrit could be easy but good luck for your exams! Also, if you get the answer to the question i asked please share it, i cant find it anywhere. Thanks :)

Rohan Stark 4 years, 8 months ago

Insteaf if you dont studied anything,you can score more than 70 out of ? .I am saying this from my own experience

Rohan Stark 4 years, 8 months ago

I am sorry ?? but Sanskrit is much easier than hindi because you have to study same thing till class 11.

Shruti Gupta 4 years, 8 months ago

Oh well, if you didn't kniw the answer you could've just ignored the question and NOT bother cussing so much

Shruti Gupta 4 years, 8 months ago

Well Sanskrit is wayyy outta my league. i can never study sanskrit its too much for my head lmao

Rohan Stark 4 years, 8 months ago

F**king Hindi.Try Sanskrit you Shithead!!!???
  • 3 answers

Shruti Gupta 4 years, 8 months ago

Hi, I'm good. Hope you're doing well too :)

???Akhil Singh Sengar ??? 4 years, 8 months ago

Hii shruti... How are you????

Mehak Yadav 4 years, 8 months ago

no..we use only pencil..to make attractive we do pencil shading...
  • 1 answers

Aadya Singh 4 years, 8 months ago

Mujhse chala nhi jata..
  • 1 answers

Ragini Singhal 4 years, 8 months ago

Harihar kaka ne police ko apne bhaiyo ke baare ma yeh btaya ki mera bhaiyo ne meri zameen lena ke liye mera bhaiyo ne mera sath bahut galat kaam kiya .aur police ne bhi unki halat unki buri halat dekh kar pta chal gaye tha I hope u understand my answer This answer is from the board point of view https://www.tenor.co/Vouv.gif
  • 1 answers

Shambhu Singh 4 years, 8 months ago

Chandra hai sikhar par jiske (Shiv)- Bahubrihi
  • 1 answers

Saanidhya Kuriyal 4 years, 8 months ago

वर्णो के सार्थक समुह को शब्द कहते है।। जब कोई शब्द वाक्य में प्रयुक्त होता है तो उसे पद कहते है।।
  • 2 answers

Md Jishan 4 years, 8 months ago

Advertisement

Deepika .. 4 years, 8 months ago

Advertisement
  • 1 answers

Priyadarshini Agarwal-Karmath 4 years, 8 months ago

Jungleonka hazaaro sadiyin se nivas hone se pruthvi per sajiv shrushti ka samatol rakha gaya hai. Badhati huyi aabadi aur manav ki pragati se hum in jungalon per atyachaar ker rahe hai. Aaj hum junglon per nhi , jungle hum per nirbhar hai. Pradushan aur jagah ki mangon ke liye hum jungle nashta karte ja rhe hai aur apane hi pairon per kulhadi maar rhe hai. Aaj jab tapmaan mein harroj badhotari ho rhi hai, bhuskhallan se jamin deh rhi hai, bhukamp aur sunami jaisi aappattiyan aa rhi hai. Junglon se hum apna aaj aur kaal behtaar ker sakte hai. Humein chahiye ke manav apani jarooratein kam kerein aur apne aaspaas ke nisarg ka rakshan karein. Pratyek vyakti bas 1 ped lagayein aur use acchi tarah bada karin. Samaj mein aise kai log hai jo junglon ka nirmaan banjar jameenon per ker rhe hai. Aao hum unka haath batayein. Junglon ka sanmaan kare aur unki ahmiyat samjh ker unka sanrakshan karein. Junglon ka vikas hi manav jaati ka vikaas hai.
  • 1 answers

Vanshika Daga 4 years, 8 months ago

Hume harihar kaka se yeh sikh milti h ki aajkal hum log paise ke liye itne pagal hogye hai ki jo humare apne hai hum unko bhi nuksan phcha dete h paise ke liye! Aajkal insaan ke liye paise, rishto se jyada jruri hogye hai or iss paise ki aad m akr hum hamare sago ko bhi dhoka de de dete hai, hum ye nhi dekhte ki isse samne wale ko kitna dukh phchega! So harihar kaka se ye sikh mili ki paiso se jyada apno ko pyaar kro paisa hath ka mal hai aata jata rhega lekin apno ko nuksan mt phchao
  • 2 answers

Hiral Shah 4 years, 8 months ago

Dhvaniyon ke swatantra wa sarthak samuh ko *shabd* kehte hai. Shbd jab vyakranik niyamo mei bandh kar vakya mei prayukt hone layak ban jate hai tab use *pad* kehte hai.

Abhiraj Arpan 4 years, 8 months ago

A word becomes padh when it is used in sentence
  • 0 answers
  • 1 answers

Piyush Kr.?? 4 years, 8 months ago

5 min agar Kisi ne question dekha to??
  • 1 answers

Samir {Samir} 4 years, 8 months ago

It's course of hindi what's ur course, is depend on ur school
  • 1 answers

Priyadarshini Agarwal-Karmath 4 years, 8 months ago

Harihar kaka ek vidhur tge aur unki koi santaan nhi thi. Humne aaj tak samaj mein jaat paat se pidit varg dekha hai aur bacchon dwara pidit jeshtha nagrikon ki dukhon ko bhi dekha hai. Per aisa vyakti jiska parivaar na ho parantu bhai behenon ke parivaar per nirbhar ho aise paristhiti ko pahili baar is kahani dwara samne laya gaya hai. Paise ke wajah se apnon se pyar ke badle lalach iss path mein hame ujagaar ker samjhaya hai. Iss liye samaj ke yeh ek naye soshit varg ka rup hai.
  • 1 answers

Priyadarshini Agarwal-Karmath 4 years, 8 months ago

Computers aaj hamare jeevan ka ek aham hissa ban chuke hai. Manav ki pragati ka computer aur mobile ek bejod namuna hai. Iss pruthvi per manushya hi ek prani hai jiske mastique ka vikas bahut teji se hua. Aur computers usi mastishq ka ek naya roop hai. Computers ne hamara rojmarra ka kaam kafi asan ker diya hai. Shopping ho, khat likhna ho, koi jankaari pani ho. Hum apane ungaliyon ki nok per ise zhatpaat paa sakate hai. Bank kon ke jatil ganit, duniya bhar ki vividh khabarein aur her ek vyakti ki visheshtayin se lekar aakash ki vishalta aur sagr ki gehrai saree jankaari hamein computers se hi milti hai. Bacchon ki padhai conputers se aasan ho gayi. Kai factories mein computers ne jatil suchanaon ko apane chotese deh mein sametkar rakha hai. Humara kaam asan karneka bada kaam Conouters ker rhe hai.
  • 1 answers

Piyush Kr.?? 4 years, 8 months ago

No...

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App