No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 0 answers
  • 1 answers

Vishnu Priya 5 years, 4 months ago

Inn panktiyo m gopiya kehti h ki krishna unnke liye haaril ki lakri h. Jiss tarah haaril pakshi lakri ke tukde ko apne jivan ka sahara maanta h, ussi prakar krishna v gopiyo ke jeene ka aadhar h. Unnhone maan, vacahn, aur karma se nanada baba ke putra ko apna maana h. Gopiya kehti h ki jaagte huye, sote hue, sawpn m v hara rom rom krishan naam japta rhta h. Innhe uddhav ka sandesh kadvi kakari ke saman lgta h. Humhe krishna ka prem rog lg chuka h. Aab aapke kehne per hm yog ka rog nhi lga skte kyoki hmne isske baare m na toh kvhi sunna na kvhi dekha aur na hi kvhi yoga h. Aaj jo ye yog sandesh laaye h vo unhe jaakr saup de jinnka maan chanchal h kyoki humara maan phele se hi khi aur lg chuka h
  • 0 answers
  • 1 answers

Riya Shankar 5 years, 4 months ago

Haldar shab islie dhuki the qki captain mar gya tha ab murti pe chasma kaun lgyega
  • 1 answers

Jyoti Yadav 5 years, 4 months ago

Sear on google you can get best answe.
  • 1 answers

Raman Kumar 5 years, 4 months ago

Yes you can gave answer from prasang vyakhya
  • 1 answers

Riya Shankar 5 years, 4 months ago

Gopiya phle se Krishna ke jane se dhuki the upr se krishna khud na ake udhav ko bhejte hai
  • 0 answers
  • 1 answers

Sahil Yadav 5 years, 4 months ago

Netaji ka chashma kahani se hamen kya sandesh milta hai ki kabhi bhi Apne Desh ke senaniyon ko Kam nahin samajhna chahie unka aadar Satkar karna chahie aur sath hi main kabhi bhi kisi language ya FIR koi aisa vyakti jiske pass koi ek ya do chij nahin hai use nahin chalana chahie kyunki vahi ek real Indian hai
  • 0 answers
  • 1 answers

Suneet Goyal 5 years, 4 months ago

kaber das ch solution
  • 1 answers

Ajay Gill 5 years, 4 months ago

Haaldar Sahab ; Captain Chashmawala and Paanwala.
  • 0 answers
Gy
  • 1 answers

Neha Singh 5 years, 1 month ago

Gy

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App