No products in the cart.

Ask questions which are clear, concise and easy to understand.

Ask Question
  • 2 answers
कर्तृ वाच्य.....

Rose? (Kannu?) 7 years ago

कर्त वाच्य
  • 3 answers

M V S Prashant 7 years ago

Dhanush bhang karne waali sabha me ekatrit sbhi hay hay karne lage kyunki waha par jab ram dwara dhanush toda gya aur wha parashuram aa gye toh ve krodhit the aur unhone unko krodhit hokar bahut kuch bola aur wah dekhkar laxman krodhit ho gye aur unhone parashuram ka uphaas udana shuru kr diya aur sabhi logo ne dekha ki laxman bahut chote hai aur unka uphaas uda rhe hai jiski wajah se hay hay ki awaaze sunne ko mili

D.J Alok 7 years ago

Lakshman ke mukh se katu vachan sunkar Parsuram ne apna farsa utha liya aur sabha hay hay much gayi....
Iska answer dedo koi pls
  • 3 answers

Honey ??? 7 years ago

Bhai starter of chats hain kya ye

Gungun❤ .. 7 years ago

Han....kya karna hai व्याकरण ka???

Puja Sahoo? 7 years ago

Grammar ko hindi me व्याकरण kaha jata hai?
  • 2 answers

M V S Prashant 7 years ago

At nahi rahi hai,aabha faagun ke tan sat nahi rahi hai

D.J Alok 7 years ago

किलकत कान्ह घुटरुवन आवत।।।
  • 2 answers
शांत रस का उदाहरण-- जिस घड़ी मोह का पर्दा उठ जाता है, वह जीव ब्रह्म हो तुम में मिल जाता है।

D.J Alok 7 years ago

Mali aavat dekhi ke, kaliynu kari pukar. Phuli phuli chun layi , kalhi hamari bar...
  • 1 answers

M V S Prashant 7 years ago

Bachpan me mannu bhandari kaali,patli bilkul mariyal si thi aur unke pita ko yah pasand nahi aata tha aur woh unki tulna unki badi beti jo mannu bhandari se 2 saal badi thi unse karte the joh ki gori,aur hashmukh thi jiski wajah se inme heen bhavna paida ho gayi aur inhone sbka vidroh krna shuru kr diya.:-) Maybe this id the right answer
  • 3 answers

Puja Sahoo? 7 years ago

Sbhi chapters se aa skta hai...... or particular questions mai apko kl bta dungi???

Honey ??? 7 years ago

Toh ye kaise bata du ki sirf itne chapters se hi aayega

Honey ??? 7 years ago

Dukhi aatma, sb chapter se
  • 4 answers
Bhai net me search kar le

Puja Sahoo? 7 years ago

Vigyapan....

Honey ??? 7 years ago

Vigyapan ,.likh diya
Sorry it is not possible here...
  • 1 answers

Divanshu Rawat 7 years ago

Bhai sare questions important hai
  • 0 answers
  • 1 answers
Summary chahiye kya
  • 2 answers
Thks bhai
Rimjhim Varsha Man Ko Kewal Shant karti hai parantu Adhik Parivartan nahi La paati parantu Tej Varsha hone pe Hum utsa Se bhare Jate Hain thik Usi Prakar Jab Badal rupee Kavi Garaj ke barasange to samaj mein faili sari kuritiyan V samapt Ho Jayengi
  • 1 answers
Chapter 1 of kavya kshitij is written by Surdas.

myCBSEguide App

myCBSEguide

Trusted by 1 Crore+ Students

Test Generator

Test Generator

Create papers online. It's FREE.

CUET Mock Tests

CUET Mock Tests

75,000+ questions to practice only on myCBSEguide app

Download myCBSEguide App